Dil ki baat thi so jasay Dil mai aai..keh di..:blush:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
**Dil ki baat**
Collapse
X
-
Re: **Dil ki baat**
acha likha hai sher ali ji..
but me kehna chahon gi keh ap nay start main sawal ki baat ki hai na or ap nay 2nd shair main sawaal he kiya hai...Teri ankhon k seeshaon main kio khud ko talaash kerta hoon....
tu ager baqiyon main b sawal kerta means kio ka azaafa kertay tu..wo ik tarteeb rehti...kaya khayal hai ap ka?
waisay achi try hai ap ki...sada say alfaz buhat achay lhikay hain ap nay...

Comment
-
Re: **Dil ki baat**
Thank u Wasi Bro..:roseOriginally posted by WASI ANJUM View PostWaah sher Ali sahib
bahoot zabardast likha hai aap ne
Comment
-
Re: **Dil ki baat**
jee pasand kernay ka buhat buhat shukria..:roseOriginally posted by aabi2cool View Postbohaty ummda zabar10 bohat khoob ...is lehaz se ye achi koshish hy k aap baqaeda is fun k mahir naheen hain hy phir bhi koshish ki so great..,.
Comment
-
Re: **Dil ki baat**
Major pasand kernay ka buhat buhat shukriya...:rose..jahan tak baat ha bay wazni ki to tumhain tu pata ha kay main koi regular poetry nahi kerta..kabhi kabhaar dil main kuch alfaaz ka majmooa banta ha tu ...likh layta hoon:)Originally posted by Yaaram View Postbohat khoob - ash'aar main be wazni to payi jati hay - lekan soch bohat khoob hay -
Comment
-
Re: **Dil ki baat**
Shakh jee pasand kernay ka buhat buhat shuhkria:roseOriginally posted by Shakh-e-Tamana View Postacha likha hai sher ali ji..
but me kehna chahon gi keh ap nay start main sawal ki baat ki hai na or ap nay 2nd shair main sawaal he kiya hai...Teri ankhon k seeshaon main kio khud ko talaash kerta hoon....
tu ager baqiyon main b sawal kerta means kio ka azaafa kertay tu..wo ik tarteeb rehti...kaya khayal hai ap ka?
waisay achi try hai ap ki...sada say alfaz buhat achay lhikay hain ap nay...
main ahista ahista seekh raha hoon kay alfaz ki terteeb kasi honi chaiay...inshAllah i wil work on it..:)
Comment
![7 4 14[1]](images/smilies/7_4_14[1].gif)


Comment