Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

teri yaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • teri yaad

    yunhi bewajah teri yaad phir mere raaston mein ruki huii

    mujh se poochti saath chalti hawa, aaj akeli kion hoon

    kese keh bhi doon wo jo raston pe gamzan mera hamsafar

    merey sath tha nayee xindagi ke raaston meiin kho gyaa

    haan wo ab mera nahen kisi aur raastey ka musafir huaa

    aie hawa bata tujhey yaad kion aaney lagi guzrey pal ki

    aie hawa bata meri dharrkanon ko kionkar phir bechain kia
    chalo chorro bhi ye zikr ab dil ka zakhm to thehra lekin

    ye pal dawa nahen, merey rastey meri manzilen

    meri mushkilen aasanyaan, merey naseeb ke den hein

    gila nahen shikwa nahen jo bhi huaa acha huaa

    tumhen apni manzilen mubarik, mujhey mere pal naseeb ....!!!!


    by me ( A )
    Last edited by Aania; 26 September 2005, 10:20.
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: teri yaad

    gila nahen shikwa nahen jo bhi huaa acha huaa
    tumhen apni manzilen mubarik, mujhey mere pal naseeb

    hey aani...tum itni sensative poetry kub se kerne lagi...very nice dear bohat umda :hug:
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: teri yaad

      Originally posted by munda_sialkoty
      gila nahen shikwa nahen jo bhi huaa acha huaa
      tumhen apni manzilen mubarik, mujhey mere pal naseeb

      hey aani...tum itni sensative poetry kub se kerne lagi...very nice dear bohat umda :hug:

      jab se tum miley ho ..... :lol
      :hug:
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: teri yaad

        Originally posted by Aania
        gila nahen shikwa nahen jo bhi huaa acha huaa
        tumhen apni manzilen mubarik, mujhey mere pal naseeb ....!!!!
        aania I am really impressed by your way of describing feelings - such nice use of words :)

        Apna apna naseeb hai tu aur kisi key qareeb hai
        tujh ko pukaroon gali gali keh duniya bani raqeeb hai
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: teri yaad

          nihayat hee khubsurat carry on urs

          Comment


          • #6
            Re: teri yaad

            Originally posted by Masood
            aania I am really impressed by your way of describing feelings - such nice use of words :)

            Apna apna naseeb hai tu aur kisi key qareeb hai
            tujh ko pukaroon gali gali keh duniya bani raqeeb hai
            :phool:
            thnx u so much to come n read my poetry.......... bohat bohat shukria ji.....khush rahye .....be shiny with candle of success
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #7
              Re: teri yaad

              Originally posted by khl
              nihayat hee khubsurat carry on urs
              O ji welcome ji welcome .....khush keeta aie kasmen tusi vi sanu saadey kaar aa ke....... mehrbani ji barri barri.... :lol .thnx to appreciate dude.......... :phool::phool::phool::phool: :hug:
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment


              • #8
                Re: teri yaad

                gila nahen shikwa nahen jo bhi huaa acha huaa
                tumhen apni manzilen mubarik, mujhey mere pal naseeb

                Asslam-o-Alikum WR WB

                aap kya kha gai hy is shiar main shayd aap ko andaza na ho per is puray shair main aik dastaan qaid kar li

                Bhot umda

                FeaamnAllah
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                Comment


                • #9
                  Re: teri yaad

                  kese keh bhi doon wo jo raston pe gamzan mera hamsafar

                  merey sath tha nayee xindagi ke raaston meiin kho gyaa


                  Honestly kho yaqeen nahi arha ky ya aap ka shair hy ..... i mean hy aap ka hi per Mashaalh bhot umdagi sey chun chun kr khyalto ko shairo main mukmal kar diya aap ny

                  FeaamNAlalh
                  Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                  Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


                  Comment


                  • #10
                    Re: teri yaad

                    Bass aani insaan itna hi kehta reh jata hay
                    gila nahen shikwa nahen jo bhi huaa acha huaa

                    tumhen apni manzilen mubarik, mujhey mere pal naseeb ....!!!!

                    Bohat umdah likha hay :)
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: teri yaad

                      Hmmm grr8 poetry...
                      keep it up sis....u can b a very good poet:)

                      Comment


                      • #12
                        Re: teri yaad

                        thnx BP Yaaram n Barish....
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment


                        • #13
                          Re: teri yaad

                          zabardast poetry hai................ :)
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment


                          • #14
                            Re: teri yaad

                            Hey Aaina sis Ur poetry is really very nice..:thmbup: :phool: Thanx fo sharin ..... :)

                            Comment


                            • #15
                              Re: teri yaad

                              Originally posted by rehman
                              zabardast poetry hai................ :)
                              thnx u so much ji ....
                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment

                              Working...
                              X