Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Poetry Of Faisal Shahzad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Poetry Of Faisal Shahzad



    Umeed kartaa hon kay aap sab log khairiat say hon gay..

    Sab say pahley to main apnaa tayaruf karwata chaloon ..

    Faisal Shazad kay naam say jantey pahchantey hain mairey dost ahbaab

    Aur umar e fanee kee 28 baharain dekhnay kaa sharf hasil ho chuka hay.

    Taleem aur paishey kay lehaz say IT say wabista hoon ... aur ...

    Kabhi kabhi tabiat ban jaye to ...

    Kuch tootey phootay ilfaaz main mafee z ameer bayan karney kee koshish kar laytaa hoon..

    Es thread main .. aap inhee nigarishaat ko mulahiza farmaain gay..

    Yaad rahey, noaamoze hoon ... aap sab kay mashwaron aur islah kaa intizar rahey gaa..

    Apnaa khayal rakhye gaa..

    Allah Hafiz

    Faisal Shahzad
    Forever Friend



  • #2
    Transliteration : Yeh Aihsaas Howa (Naat)

    -------------

    Bye Bye Pegham

    ------------
    Last edited by faisal_rwp; 24 November 2007, 09:09. Reason: Text Change As Protest

    Comment


    • #3
      Transliteration : Hum Dil Kay Safar Par Jaain Gay (Nazm)

      -----


      Bye Bye Pegham


      ---
      Last edited by faisal_rwp; 24 November 2007, 09:08. Reason: Text Change As Protest

      Comment


      • #4
        Re: Designed Poetry Of Faisal Shahzad

        Walaikom Assalam
        hum aap ko pegham per khushaamdeed kehtay hain....yahan per kai noamooz shair mujoud hain...aur sab ki hosla afzaai ki jati hai....
        aap bhi yahan apna kalam share karsaktay hian....lakin naye shura kay section mein.text ki surat mein........ aur agar designing ki surat mein karna hai tu bhi section ka khayal rakhna zuroori hai......
        aur her section mein post karnay say pehlay us kay rullz ko follow karna zuroori hai.....
        pegham per share honay wali images per pegham ka hi naam hona chahiye...kisi aur forum ya site ya group ka nahin....umeed hai aap aainda khayal rakhain gay.....
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        Working...
        X