Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Wo Koun Tha...Koyi to Hey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

    meri samajh mein nahi ata mein tum sai kya kahoon kanwal jab bhi likhti ho mere paas alfaaz hi nahi bachtai hain tareef kai :) ye bhi bauhat k hubsurat ghazal hai aur ye alfaaz bhi kam hain tareef kai liyai :)

    khush raho :)

    Comment


    • #17
      Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

      Originally posted by kanwal


      Aaj phli baar kuc h apney liye bhi likha hey....so yahan share kar rahi hoon :rose
      Aadaab o Tasleemaat

      Mohterma Kanwal sahiba bohot hii mufarid andaaz e bayaan hai aapka ... Aapkii kaaviSh pehlii baar paRh raha hooN, bohot pasand aa'ee ... Umeed kerta hooN aa'inda bhii aapko paRhna naseeb hoga

      Agar pehlii baar yeh ghazab ka likha hai aap ne to maiN experience k saath kya kuch likh sakhaiNgii iss ka andaza bhii naheiN laga sakta :)

      Daad qubool keejiay :rose

      Qassim Mirza :Qassim:

      Comment


      • #18
        Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

        MASHALLAH ... ba kamal likha jab bhi likha jis key liye bhi likha aur jo bhi likha ..!! likhna asan nahi aur phir us per itna umda likhna to bilkul bhi nahi ALLAH tumharey khayalat ko tumhari likhawat ko mazeed taqat dey Ameen share kerney ka shukriya jeeti raho khush raho sada abad raho

        Comment


        • #19
          Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

          bohat hee khoobsoorat kanwal ... hamesha kee tarhaaa :rose :rose

          bohat arsay baad tumhari taraf say kuch perhnay ko mila hai... aur bohat acha laga ... thanx alot ... :phool:

          bohat khush raho ... hameshaa :rose

          Comment


          • #20
            Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

            Kion dua k harf meray raigaan houtay rahay
            is qadr muj say khafa, woh kon tha...koi tou hi :rose

            dard k pataal main woh hath kis ka tha barha
            jis nay muj ko di saza , woh kon tha....koi tou hai :rose


            kanwal:X:X

            kis qadar khobsorat labo lehjay main ghazal kahi...parh kar bouhat lutf aaya...aik rawan darya ki taran behti chali jati hai ghazal....aur hum b khud ko is k supurd kar detay hain...mashAllah...qalm aur fan arooj par nazr aay....Allah mazeed kamyabi day ameen.... :)

            khush raho hameshaaa :rose

            Comment


            • #21
              Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

              wowwww.........apnay bhuuuut achi nazam likhi hai...........:)
              Aankhon Mein Raha, Dil Mein Utar Kar Nahi Daikha
              Kashti Kay Musafir Nay Samander Nahi Daikha
              Pathar Mujhey Kehta Hai Mera Chahnay Wala
              Mein Moom hon, Usnay Mujhey Chu Kar Nahi Daikha


              :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

              Comment


              • #22
                Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

                bahot khoobsurat nazam kahi hai aap ne kanwal ji,issi tarah likhti rahiye,aor shar karti rahiye,
                bahot khush rahiye.

                Comment


                • #23
                  Re: Wo Koun Tha...Koyi to Hey

                  Kanwal,is it possible to post the poem in roman for readers like me?
                  Brijinder"sagar"

                  Comment

                  Working...
                  X