Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??

    ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??


    raat dhalty hi tu darad ki sort chali atti hai .


    hawun kmain uski khusboo ko basa latti hai


    badaloon khanabadoosh bana rakha hai


    ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??


    meri chasham-e-taar main bi tu hai


    mery zakham-e-jigar main bi tu hai


    meri toti hoi har ass main bi tu hai



    ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??


    tu badly to rang bahroo k badal jaty hai


    tu jo samwary to nazary sanwar jaty hai


    ek to hi zamana hai orr zamana kia hai


    ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??


    rah main yu ,dhool main yu hai


    gaib main tu,majood main tu hai


    qayam main tu,sajood main tu hai


    pathar main tu,roh main tu hai


    muj main yu ,uss main bi tu hai


    har jaag tu,bas tu hi tu hai


    ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??

  • #2
    Re: ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??

    buhat achchi nazm hai
    agar aap bura na maanieN to aap ki pehli line youN honi chahiye

    aye muhabbat bata tera thikana hai kahaN??

    neez kuch typing ki ghalatiaN heN dobara paRh kar edit kar lijye
    likhti rahiye aur khush rahiye
    zmufti

    Comment


    • #3
      Re: ayy! muhabbat bata tera thekana kia hai ??

      Originally posted by zmufti View Post
      buhat achchi nazm hai
      agar aap bura na maanieN to aap ki pehli line youN honi chahiye

      aye muhabbat bata tera thikana hai kahaN??

      neez kuch typing ki ghalatiaN heN dobara paRh kar edit kar lijye
      likhti rahiye aur khush rahiye
      zmufti
      :hug:ThanKS :hug:

      Comment

      Working...
      X