Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pegham ko saalgirah mubaarik

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • pegham ko saalgirah mubaarik



    iss nazam key her misrey ka agar pehla lafz uthha ker aapas mey jord dia jaae tho uss sey banega pegham ko saalgirah mubarik

    poet,
    rehman mujahid
    designed by,
    khalil
    Last edited by Mujahid Khan; 10 April 2007, 18:44.

  • #2
    Re: pegham ko saalgirah mubaarik

    very nice buhat khobsurat brother thanks for this takcare

    Comment


    • #3
      Re: pegham ko saalgirah mubaarik

      phoolon ki kiyari ko saja raha hai kon
      yeqeen manzal talak apne ley ja raha hai kon


      gham ko dilon sey pak karney ki saii mey
      urdu key talaffuz mey samjhah raha hai kon

      mosam-i-hijr mey phoolon ki tasalli keliye
      koil key bol geet key sunaa raha hai kon

      wisl-u-hijr key qissey tamam dunya key
      soz-u-gadaz-u-ishq ko garma raha hai kon

      arman jo dilon mey sub jaag rahe hain
      lamhon ki nizaqat ko samjah raha hai kon

      gulu-bulbul ko sar-i-dast hijar mey
      raah-i-wafa aasaan ter bana raha hai kon

      her zakhmi jigar dil pey sirf aaram ki khaatir
      maraham ko bardey piar sey laga raha hai kon

      beykhabr zamaaney ko bhi aalim bana dia
      aei yaar merey ilm ko bardha raha hai kon

      rukhi yaar pey dekhun duji baar main khushi
      keh rukhi yaar pe khushi nacha raha hai kon

      rehman mujahid

      Comment

      Working...
      X