mey khamosh dunya ki mussafir hun
aur issi khamoshi mey
mey ney apney aap ko dhoondna hai
mey an-deykhey raaston ki mussafir hun
aur inhi raaston per chal ker
mey ney apni manzil ko paana hai
mey logon ki bheer mey aik tanha mussafir hun
aur isi bheer mey
mey ney tanha safar kerna hai
mey tareek raaton ki mussafir hun
aur isi tareeki mey
mey ney aik roshan raasta dhoondna hai
aur issi khamoshi mey
mey ney apney aap ko dhoondna hai
mey an-deykhey raaston ki mussafir hun
aur inhi raaston per chal ker
mey ney apni manzil ko paana hai
mey logon ki bheer mey aik tanha mussafir hun
aur isi bheer mey
mey ney tanha safar kerna hai
mey tareek raaton ki mussafir hun
aur isi tareeki mey
mey ney aik roshan raasta dhoondna hai
Comment