hi frendz
yhe meri dusri ghazal hai i hope k aap ko pasand aay.
ankhun mein nami bas gai
nami chalki tou tabyae sambhal gai
rokay beithay thay lafzun ko hoontun per
keh dia tu dil ki halat sambhal gai
tera hona koi itna zaroori tu nahi
yhe socha tu dil mein ek adalaat si lag gai
dosti ka taluk tu bara mazboot howa karta hai
aisa kia howa ? k dilun mein ada wat si par gai
haarein peecha nahi chora kartin zindag mein SANYA
is dil ko tum se haarne ki adat se par gai........

Comment