:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mein aur meri kahani
Collapse
X
-
Re: Mein aur meri kahani
Alfaz mein apni kaifiyat ko biyaan karna usi waqt mumkin hota hai jab dil waa ho, kyun keh yeh woh ehsasaat hotey hain jinhein alfaz ka jama pehnana aasan nahin hota, aksar insan doob jata hai magar dili kaifiyat ko biyaan nahin kar pata. Tumhari is nazam mein alfaz ki jis qadar saadgi hai usi qadar aik umer bhar ki kahani pesh ki jaa rahi hai... aur khaas ker jo tashbeeh tum ney di hai woh bohat door ki soch hai...
Allah Tala tumhien bohat sari khushiyaan dein - ameen.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Comment