Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

    kuch din pehley train mey safar kertey huye socha kuch likha jaye ...abhi socha key kyoon na aap sey bhi share ki jaye ..aap perhiye aur batayie key kya aap bhi meyri tarhan sochtey hein

    "Roshan Umeed"

    Roshni ka diya
    Roshni ki pehchan
    deyti hai hamein
    Roshan umeed

    suraj ki kiran
    barish ki boond
    deyti hai hamein
    Roshan Umeed

    Ankhon ki chamak
    labon ki muskurahat
    deyti hai hamien
    Roshan Umeed

    rangon ka ehsaas
    Phoolon ki khushbu
    deyti hain hamein
    Roshan Umeed
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

    Originally posted by barg.e.gul

    Welcome Here and Thanx for sharing:rose :rose :rose :rose :rose
    Barg e gul, aap ne boht hi khoobsurat andaz mein apnay mushaheday ko qalamband kiya hey.Really very nice and touchy.
    Ab ghayeb nhi ho jaiye ga plz, Doosri nazm kub likh rahi hein? Zara jaldi kijiye ga, hum muntazir rahein gay.

    Comment

    • #3
      Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

      Originally posted by Muskan
      Welcome Here and Thanx for sharing:rose :rose :rose :rose :rose
      Barg e gul, aap ne boht hi khoobsurat andaz mein apnay mushaheday ko qalamband kiya hey.Really very nice and touchy.
      Ab ghayeb nhi ho jaiye ga plz, Doosri nazm kub likh rahi hein? Zara jaldi kijiye ga, hum muntazir rahein gay.
      :embarasse
      shukriya key aap ko pasand ayi ....is ka matlab hai key kabhi kabhi qalam utha leyna chahiye :)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

        Originally posted by barg.e.gul
        kuch din pehley train mey safar kertey huye socha kuch likha jaye ...abhi socha key kyoon na aap sey bhi share ki jaye ..aap perhiye aur batayie key kya aap bhi meyri tarhan sochtey hein
        Badi khatarnaak sochein hain aap ki Gul :zuban: train mein baith kar socha to nazam likh di :wk , yahan peh socha to share kar di :eye: aagey aagey kya ho ga :tang:

        Anyway bohat pyara alfaaz sey ROSHAN UMEED ko aap ney biyaan kiya hai - pasand aai :maan: Jaisa Muskan ney kaha mazeed ka intizaar rahey ga :phool:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

          Assalaam o alekum,

          Lo jee yeh to kamal ho gayi :lol train mien safar kerte waqt aapnien itni behtreen nazm likh daaali hum to barsoon se train mien safar ker rahe lekin aaj tak ek qitta bhi nahin likh paaye :( :( khair aapki peshkash humien pasand aayi dili daad qabool karien aur khush rahien
          :tang: RISK IS MY BUSINESS

          DANGER IS MY GAME

          DONT PLAY WITH ME
          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

          Comment

          • #6
            Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

            Buhut pyarey andaz mei likha hai aap ne ...... :phool:

            Share kerne k liyeh shukriay :) :rose
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

              Originally posted by Masood
              Badi khatarnaak sochein hain aap ki Gul :zuban: train mein baith kar socha to nazam likh di :wk , yahan peh socha to share kar di :eye: aagey aagey kya ho ga :tang:

              Anyway bohat pyara alfaaz sey ROSHAN UMEED ko aap ney biyaan kiya hai - pasand aai :maan: Jaisa Muskan ney kaha mazeed ka intizaar rahey ga :phool:
              Sochien waqai khatarnaak hoti hein ....in sey dar ker hi to qalam uthaya jata hai :D:

              shukriya pasand kerney ka :-)
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                Originally posted by khurram_shaikh
                Assalaam o alekum,

                Lo jee yeh to kamal ho gayi :lol train mien safar kerte waqt aapnien itni behtreen nazm likh daaali hum to barsoon se train mien safar ker rahe lekin aaj tak ek qitta bhi nahin likh paaye :( :( khair aapki peshkash humien pasand aayi dili daad qabool karien aur khush rahien
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                  Originally posted by Saima Shaheen
                  Buhut pyarey andaz mei likha hai aap ne ...... :phool:

                  Share kerne k liyeh shukriay :) :rose
                  Shukriya Shaheen :-)
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                    bohat khoob nazm hai aapki yeh pehli hai?
                    main ne bhi ibtada nazm se hi ki thi............Nazm likhne main maharat hasil karein Nazm is best a simple way to say Anything :)
                    Allah

                    Comment

                    • #11
                      Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                      Originally posted by barg.e.gul
                      kuch din pehley train mey safar kertey huye socha kuch likha jaye ...abhi socha key kyoon na aap sey bhi share ki jaye ..aap perhiye aur batayie key kya aap bhi meyri tarhan sochtey hein

                      "Roshan Umeed"

                      Roshni ka diya
                      Roshni ki pehchan
                      deyti hai hamein
                      Roshan umeed

                      suraj ki kiran
                      barish ki boond
                      deyti hai hamein
                      Roshan Umeed

                      Ankhon ki chamak
                      labon ki muskurahat
                      deyti hai hamien
                      Roshan Umeed

                      rangon ka ehsaas
                      Phoolon ki khushbu
                      deyti hain hamein
                      Roshan Umeed
                      Iss se yeh pata chalta hai...ke safar ke dauran aap kaafi kuchh sochti hain...Sir Elamma Iqbal ki aap zabardast fan hain...by the way achha nazm hai...soch bhi Roshan ummed hai...lekin kari aage to barhayein...
                      keep it up...
                      Last edited by Spy009; 16 July 2005, 13:38.
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • #12
                        Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                        aslaam_u_alikam

                        bohat khubsoorat koshish hey bar e gul aap kii.
                        daad qubool kijiye.

                        Comment

                        • #13
                          Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                          Originally posted by YAARAM
                          bohat khoob nazm hai aapki yeh pehli hai?
                          main ne bhi ibtada nazm se hi ki thi............Nazm likhne main maharat hasil karein Nazm is best a simple way to say Anything :)
                          shukriya yaaram,
                          jee ye pehli hi hai ...is ko deyk ker nahi lagta? :-)
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                            Zaberdast pehli bar likha aur buhat khobsurat likha :rose

                            likhti raha karein Gul acha likhti hian aap :)

                            khush rahyeah :)
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Roshan Umeed(meyri pehli nazm :$)

                              Originally posted by Spy009
                              ...by the way achha nazm hai...soch bhi Roshan ummed hai...lekin kari aage to barhayein...
                              keep it up...
                              shukriya spy,

                              aslaam_u_alikam

                              bohat khubsoorat koshish hey bar e gul aap kii.

                              daad qubool kijiye.
                              ws wr,
                              bohot shukriya Fatimah :-)
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X