Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kashkol

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kashkol

    torddengay hum kashkol apney hi haath se
    mil jaee gar zakath 'arab' se khuda karey


    dehshat hai gharibi aur dehshatgard dey diyie
    ab tho farz dosti ka, amrika ada karey


    khud woh khayee murgh masala aur tu
    dall kha her roz,na khayee gunah karey

    cheeni mey hai shugar so mehngi kar di
    iss tor se mareez, maraz sey bacha karey


    kursi thi ik chuhti iss shugar key daam sey
    guthhi sulaj ke di, koi iss ka bhhala karey


    'bajat' achchah nahi laga tho kia kar laingey
    aur achchah laga jisey woh hum ko dua karen
    Last edited by Mujahid Khan; 20 June 2006, 23:06.

  • #2
    Re: kashkol

    Wah janab buhut khoob, tanqeed bhi ki to barey adab se ;)

    Acha likha hai keep writing and sharing :)
    sigpic

    Comment

    Working...
    X