SHA KI LATHI
Aanar kalli kay
Devaroon main chunnain ka jab bhe
Mosam aata hai
Aas kay mosam mur jatay hain
Her jatay hain
Chand suraj
Aakash or dherti zeest kay sub rang
Phekay per jatay hain
Kal ki mang sajanay ko
Ashq, pher bhe zinda rehta hai
Her dokh sehta hai
Yay khail shazadoon ka hai
Shazaday kab murtay hain
Sha ki lathi
“ Aanar kalli” kay sur per
Mundlati rehti hai
Kamzoor ozoo kay ser per
Sab mosam bhari hotay hain
Aanar kalli kay
Devaroon main chunnain ka jab bhe
Mosam aata hai
Aas kay mosam mur jatay hain
Her jatay hain
Chand suraj
Aakash or dherti zeest kay sub rang
Phekay per jatay hain
Kal ki mang sajanay ko
Ashq, pher bhe zinda rehta hai
Her dokh sehta hai
Yay khail shazadoon ka hai
Shazaday kab murtay hain
Sha ki lathi
“ Aanar kalli” kay sur per
Mundlati rehti hai
Kamzoor ozoo kay ser per
Sab mosam bhari hotay hain