Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindagi

    Aadab Doston....

    Aaj Pehli Baar aap logo ki khidmat mein ye kalam ley kar hazir hua hoon umeed k k pasad farmayeh ga.....:rose
    Attached Files

  • #2
    Re: Zindagi

    hmmm buhat khoob :rose

    khush rahyeah :)
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Re: Zindagi

      Bohat khoob to a gaye sahi be blessed :rose

      Comment


      • #4
        Re: Zindagi

        :rose :rose :rose

        lag kar deewar sey nehaal sa baitha hai
        woh jis ney ro ro key sari raat guzari hai
        ashkon ney bhi ab aankho ka saath chhor diya hai
        itna roya hoon main keh aankh ab nami sey khali hai
        yeh sab teri muhabbat ka qasoor hai
        sab kho key bhi dil mein teri yaad jari hai
        Bohat khoobsurat aur dilkash andaaz mein aap ney apni sochon ko alfaaz ka jama pehnaya hai - bohat achha laga parh kar. Umeed hai aaindah bhi aisey hi khoobsurat kalaam sey nawaztey rahein ge - khush rahiye :rose
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Zindagi

          :rose Siyah Bakht.........Aap ko iss section mein khush amdeed kehti hoon, Apna kalam post karnay k liye shukriya qabool kijiye, boht acha likhtay hein,pasand aaya. aainda bhi yehan likhtay rahiye ga:rose .

          Comment


          • #6
            Re: Zindagi

            Originally posted by ~khawahish~
            hmmm buhat khoob :rose



            khush rahyeah :)

            Aap bhi khush rahein sada......:dua

            Comment


            • #7
              Re: Zindagi

              Originally posted by ForumAdmin
              Bohat khoob to a gaye sahi be blessed :rose
              Ji Bhai ji Ahi Gaye ..... Khoob Guzrey gi jo mil betheingey Badbakht 2...

              Aur Pra ji Ki Huriya Hey...:)

              Comment


              • #8
                Re: Zindagi

                Originally posted by Masood
                :rose :rose :rose



                Bohat khoobsurat aur dilkash andaaz mein aap ney apni sochon ko alfaaz ka jama pehnaya hai - bohat achha laga parh kar. Umeed hai aaindah bhi aisey hi khoobsurat kalaam sey nawaztey rahein ge - khush rahiye :rose
                Arey bhai yeh tu aap ki zarrah nawazi hey warna banda kis qabil...:)

                hmmmm ayinda tu jab jab khurandh khrchey gi lafz tashkeel pazeer hoongey....

                Dard apnata hey parey kon
                kon sunta hey aur sunaye kon

                khair ... aap bhi khush o khurram rahin.... aur yoon hi achey kaam kiya karein...:)

                Comment


                • #9
                  Re: Zindagi

                  Originally posted by Muskan
                  :rose Siyah Bakht.........Aap ko iss section mein khush amdeed kehti hoon, Apna kalam post karnay k liye shukriya qabool kijiye, boht acha likhtay hein,pasand aaya. aainda bhi yehan likhtay rahiye ga:rose .
                  Shukriya Behna ji ...

                  koshihs karonga k likhon...:rose

                  Comment

                  Working...
                  X