Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Intazar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Intazar


    Intazar

    Dill main kaleyon ko thora chitukhne to do
    Sanson main os ki khoshbo mehakne to do
    He yaqeen wo mile ga her ik mor per
    tum wafaon ka badfal barusne to do

    os ke ane se ye waqt rok jay ga
    sans thum jay gi dill machal jay ga
    zor tofan ka he pher bhi ay ga wo
    yad main os ki thora sa julne to do

    Rob :eye:

  • #2
    Re: Intazar

    Thora entizar kerwaya kerian..

    Comment


    • #3
      Re: Intazar

      Originally posted by Khalil
      Thora entizar kerwaya kerian..
      karwaya to thora hi tha lekin............:cc:
      Rob :eye:

      Comment


      • #4
        Re: Intazar

        acha main samj gia..............

        Comment


        • #5
          Re: Intazar

          Originally posted by Khalil
          acha main samj gia..............
          koch log na samjte hove bhi ser hila deten he pochne per kehte he
          samaj nahi paya ke kia samja tha:zuban:
          Rob :eye:

          Comment


          • #6
            Re: Intazar

            main kuch logon main shamil nahi hun

            Comment


            • #7
              Re: Intazar

              Originally posted by Khalil
              main kuch logon main shamil nahi hun
              khoshfehmi :tomato:
              Rob :eye:

              Comment


              • #8
                Re: Intazar

                Originally posted by laila
                Intazar

                yad main os ki thora sa julne to do
                Jaltey rahiye ham bhi aap ko jalney sey nahin roktey :zuban:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Intazar

                  Originally posted by Masood
                  Jaltey rahiye ham bhi aap ko jalney sey nahin roktey :zuban:
                  main esi chezon se dor hi rehti hon jis main julne ke chances zeyada hon:zuban:
                  Rob :eye:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Intazar

                    Originally posted by laila
                    main esi chezon se dor hi rehti hon jis main julne ke chances zeyada hon:zuban:
                    Jal to aap abhi bhi rahi hai - bas uska izhaar nahin kar rahin :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Intazar

                      Originally posted by Masood
                      Jal to aap abhi bhi rahi hai - bas uska izhaar nahin kar rahin :p
                      hahahhaha bharkane main
                      to ap mahir hote ho :tomato:
                      Rob :eye:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Intazar

                        Originally posted by laila
                        khoshfehmi :tomato:
                        Jin logon main kuch huta hay wo kehny sy nahi darty...
                        aap main hay koi aisi baat..

                        Comment


                        • #13
                          Re: Intazar

                          Originally posted by laila
                          hahahhaha bharkane main
                          to ap mahir hote ho :tomato:
                          :embarasse lo is mein bharkaney wali kya baat hai - main to aik masoooooom sa shareef sa bacha hoon - siraf alfaaz sey dil ki halat samajh jata hoon :wk
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Intazar

                            Originally posted by Masood
                            :embarasse lo is mein bharkaney wali kya baat hai - main to aik masoooooom sa shareef sa bacha hoon - siraf alfaaz sey dil ki halat samajh jata hoon :wk
                            alfaz se dill ki halat samaj lete ho pher bhi masoom ho ye masoom hone wala koi shempo nikla he ya teel:cc:
                            Rob :eye:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Intazar

                              Originally posted by Khalil
                              Jin logon main kuch huta hay wo kehny sy nahi darty...
                              aap main hay koi aisi baat..
                              oh ap main seraf koch he baqi koch nahi honmmmmm man leti hon je ap such hi bol rahe ho ap ko kis khoshi main bataon:slap:
                              Rob :eye:

                              Comment

                              Working...
                              X