Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zakhm

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zakhm

    zakhm


    Zakham gehren he kisi se abhi izhar naker
    mile ga kub wo toje os ka intazar na ker

    yad main os ki sarebazm jala ker dill ko
    apne damun ko anson se dagdar naker

    yahan wafayn bhi rudi ke moll bikten hen
    dill ki gehrai se kisi ko kabhi peyar na ker

    milen ge or bohot toj ko sanum rahon main
    gozer gaya he jo pull os ko to shomar na ker

    khoshi ke phol khilen ge chamun bhi mehke ga
    khizan ka dor he dill ko beqarar naker

    Hasher ke roz Khoda ko na de sako gi jawab
    pather ko pooj ker khod ko gonahgar na ker

    wo tuge chor choka he bedard rahon main
    kanhi mill jay bhi to os ka etbar na ker


    Rob :eye:

  • #2
    Re: Zakhm

    ache ghazal hay........... bohat he zahme
    Life is more strict than a teacher
    A teacher teaches a lesson
    and takes an exam.
    But life takes an exam
    and then teaches a lesson

    Comment


    • #3
      Re: Zakhm

      Originally posted by ASAD
      ache ghazal hay........... bohat he zahme
      thx:rose zakhmi honmmmmmm
      Rob :eye:

      Comment


      • #4
        Re: Zakhm

        wo tuge chor choka he bedard rahon main
        kanhi mill jay bhi to os ka etbar na ker

        Ok nahi kreonga

        Comment


        • #5
          Re: Zakhm

          waha........bhoot achi hai keep it up.... good

          be happy all time..

          Comment


          • #6
            Re: Zakhm

            Khalilwo tuge chor choka he bedard rahon main
            kanhi mill jay bhi to os ka etbar na ker

            Ok nahi kreonga
            ap pher bhi baz nahi ao ge:hathora

            tassawerwaha........bhoot achi hai keep it up.... good

            be happy all time..
            thx:rose
            Rob :eye:

            Comment


            • #7
              Re: Zakhm

              Waaah kya baat hai -

              yad main os ki sarebazm jala ker dill ko
              apne damun ko anson se dagdar naker

              Bohat aala - laila is ghazal ki kya baat hai - dil ko chhuney wali :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Zakhm

                Originally posted by Masood View Post
                Waaah kya baat hai -

                yad main os ki sarebazm jala ker dill ko
                apne damun ko anson se dagdar naker

                Bohat aala - laila is ghazal ki kya baat hai - dil ko chhuney wali :)

                haqeqat se qareeb ter cheze hamesha dill ko hi chone wali hoten hen or yeto pher bhi ...........
                taref ka shokreya:eye:
                Rob :eye:

                Comment


                • #9
                  Re: Zakhm

                  yahan wafayn bhi rudi kay moll bikte hen
                  dil ke gehrai se kaisi ko kabhi peyar na ker

                  Very Nice ghazal

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zakhm

                    hmmm bohat khoob laila ji
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zakhm

                      Eshaa_wellwisher;hmmm bohat khoob laila ji
                      thx:phool:

                      Originally posted by Khurshid View Post
                      yahan wafayn bhi rudi kay moll bikte hen
                      dil ke gehrai se kaisi ko kabhi peyar na ker

                      Very Nice ghazal
                      thx khurshid bhai:rose
                      Rob :eye:

                      Comment

                      Working...
                      X