sungdill sanum
Mera dill torne wale
Muje itna to batla dy
Ke joron kis tarah is ko
Jo to ne tor dalla he
Kahon kia
In labon se main
Jo tera nam leten hen
Tojhi ko yad karten hen
Kahon kia
In laton se main
Jo soljhan main nahi ayn
Olajti hi olaj jayn
Nigahon ke seya badal
Ke itna tot ker barsen
Teri hi deed ko tersen
Mere dilber mere humdum
Mere dill main omangon ki
Na koi seyj sajti he
Na payl geet gati he
Na chori ab khanakti he
Mera sung chorne wale
Muje itna to butla de
Meri rahon main kanton ke
Dehher kitne lagao ge
Muje kitna satao ge
Or kitna rolao ge
Kaho koch to kaho jana
Naseeba jul gaya keuker
Hoi berbad main keuker
Mere dill ki omangon ka
Garondah ojra to keuker
Mere sungdill sanum son le
Mera dill anhen bharta he
Milun feryad kerta he
Aj bhi toj pe merta he
Mere dill ke chaman main ab
Khizan ka dordora he
Teri chahut main jina he
Teri chahut main murna he
Mera dill torne wale
Muje itna to batla dy
Ke joron kis tarah is ko
Jo to ne tor dalla he
Kahon kia
In labon se main
Jo tera nam leten hen
Tojhi ko yad karten hen
Kahon kia
In laton se main
Jo soljhan main nahi ayn
Olajti hi olaj jayn
Nigahon ke seya badal
Ke itna tot ker barsen
Teri hi deed ko tersen
Mere dilber mere humdum
Mere dill main omangon ki
Na koi seyj sajti he
Na payl geet gati he
Na chori ab khanakti he
Mera sung chorne wale
Muje itna to butla de
Meri rahon main kanton ke
Dehher kitne lagao ge
Muje kitna satao ge
Or kitna rolao ge
Kaho koch to kaho jana
Naseeba jul gaya keuker
Hoi berbad main keuker
Mere dill ki omangon ka
Garondah ojra to keuker
Mere sungdill sanum son le
Mera dill anhen bharta he
Milun feryad kerta he
Aj bhi toj pe merta he
Mere dill ke chaman main ab
Khizan ka dordora he
Teri chahut main jina he
Teri chahut main murna he
Comment