Meri zindagi
Meri zindagi andhera he is main sawera ker do na
Ojra he dill ka ghonsla is main basera ker do na
Main ne mangi to thi mohabaten muje her jage mili nufraten
In nufraton ke pahar ko tum reza reza ker do na
Jo manga wo na milla muje na thi jostajo wo mill gaya
Meri khowahishe to hazar hen koi ek pori ker do na
Ankhon main ashkon ko dekh ker mere dill ke zakhmon ko sench ker
Meri peyasi roh ko serab ker peyda nikhar ker do na
Doniya ke is bazaar main hove zolm muj pe hazar hjen
Ay Khoda ke ab muje doniya se reha ker do na

Comment