Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghazal: hay dilouN ki qabar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ghazal: hay dilouN ki qabar

    Assalam-0-Alaikum;
    Kafi arsay ba'ad aap ki khidmat meiN aik ghazal kay saath hazir huwa hooN..
    Ummeed hay aap parh ker apni ara'a se nawazeiN gay..



  • #2
    Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

    mehfil e ishq hai ham nahen hain magar ...
    kia baat hai jinaab ... zabardast
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

    Comment


    • #3
      Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

      Originally posted by Aania
      mehfil e ishq hai ham nahen hain magar ...
      kia baat hai jinaab ... zabardast

      Thanx Aania... :lpop:

      Comment


      • #4
        Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

        welsaid

        Comment


        • #5
          Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

          Moin bhai :) bohat zabardast likha hay aapne :)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

            Originally posted by Khalil
            welsaid
            Thanx Khalil.. .

            Comment


            • #7
              Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

              Originally posted by Yaaram
              Moin bhai :) bohat zabardast likha hay aapne :)

              Thanx Yaaram bhai...

              Comment


              • #8
                Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                yeh aap ne likhi hai....:salam:
                bauhat acchi hai.....:clap:
                her shair....bauhat khoob....hum ne save ker li.....:thmbup:
                hairat hai keh aap bhi shairy kerte hain....:rose

                Comment


                • #9
                  Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                  Originally posted by ummid
                  yeh aap ne likhi hai....:salam:
                  bauhat acchi hai.....:clap:
                  her shair....bauhat khoob....hum ne save ker li.....:thmbup:
                  hairat hai keh aap bhi shairy kerte hain....:rose
                  Ji ye meiN nay hi likhi hay...

                  ThanX..... :blush: :blush:

                  hairat kioN?:lpop: kia meiN aap ko iss qabil nahiN lagta k shayeri kar sakooN.


                  By the Way... meri pehchan shayeri hi hay... :) Pegham meiN bhi meri entry poetry ki waja se hi huwi hay :-b

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                    Originally posted by Aik Lamha
                    Ji ye meiN nay hi likhi hay...

                    ThanX..... :blush: :blush:

                    hairat kioN?:lpop: kia meiN aap ko iss qabil nahiN lagta k shayeri kar sakooN.


                    By the Way... meri pehchan shayeri hi hay... :) Pegham meiN bhi meri entry poetry ki waja se hi huwi hay :-b
                    Mubarak.....:rose
                    waqai bauhat accha likhte hain aap....:salam:
                    hume laga aap sirf humare dost ko pareshan karne PG per aate hain....:zuban:
                    lakeen aap acche shair bhi hai yeh aaj pata chala...:lpop:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                      Originally posted by ummid
                      Mubarak.....:rose
                      waqai bauhat accha likhte hain aap....:salam:
                      hume laga aap sirf humare dost ko pareshan karne PG per aate hain....:zuban:
                      lakeen aap acche shair bhi hai yeh aaj pata chala...:lpop:
                      Khair mubarak...


                      waqayee buhat shukriya aap ka ...

                      aap ko bhi sahi lagta hay... :zuban:

                      By the way aap kay uss dost se kal hi meri fone per baat huwi hay ... balkay hoti rehti hay.. .

                      wo mera pala sha dost hay... so uss ko tung kerna mera shoq hi nahin.. junooN bhi hay...

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                        mujhe ap ka post kiya howa image show nehi ho raha :-s
                        Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
                        Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
                        Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
                        Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                          Originally posted by zeeshan
                          mujhe ap ka post kiya howa image show nehi ho raha :-s

                          baqioN ko tou horaha hay :-s

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                            awesome...mukhtasir ilfaaz kay saath bahoot gehri baat keh de....

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ghazal: hay dilouN ki qabar

                              Originally posted by ~PaaRi_PaRi~
                              awesome...mukhtasir ilfaaz kay saath bahoot gehri baat keh de....
                              Thanx Pari.... :rose :rose :rose

                              Comment

                              Working...
                              X