Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

    Thanks dear Kashaf gee

    Comment


    • #32
      Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

      Beshak sahi kaha hai ap ne k

      Allama IQbal ko jamliyat ki bajay jalaliyat pasand rahy hain
      isi lia bulbul ya Chakoor ki jagha onhone nehamisha Shaheen ko tarjeeh dee hai
      isi jalaliyat ka he nateeja hai k itnay mushkil haalat mein b Pakistan ka Tasawer Paish ker dia jo k Allah k Baad Iqabal ka he ahsaan hai
      werna ye Idea kis k zehan mein ata ?
      anyways Its realy Useful n informative post Khalil Bhai
      and thanx to jahanzaib too jinhone is ko itnay khobsorat andaz mein lekha

      keep it up brother n keep sharing Good stuff
      welldone :)
      ~~AKS~~


      Comment


      • #33
        Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

        Assalamoalaikum
        Dear Brother Khalil Ahmad ,Thanks for this artical,A good thing u ve shared.Hope you do the same things more in future.
        Lovehumanity

        Comment


        • #34
          Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

          Originally posted by ~~Aks~~ View Post
          Beshak sahi kaha hai ap ne k

          Allama IQbal ko jamliyat ki bajay jalaliyat pasand rahy hain
          isi lia bulbul ya Chakoor ki jagha onhone nehamisha Shaheen ko tarjeeh dee hai
          isi jalaliyat ka he nateeja hai k itnay mushkil haalat mein b Pakistan ka Tasawer Paish ker dia jo k Allah k Baad Iqabal ka he ahsaan hai
          werna ye Idea kis k zehan mein ata ?
          anyways Its realy Useful n informative post Khalil Bhai
          and thanx to jahanzaib too jinhone is ko itnay khobsorat andaz mein lekha

          keep it up brother n keep sharing Good stuff
          welldone :)
          Thanks Brother
          waisy yeh likha main ny khudh hee hay sirf maloomat jahanzeb bhai ny dee thee:)

          Comment


          • #35
            Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

            Originally posted by lovehumanity View Post
            Assalamoalaikum
            Dear Brother Khalil Ahmad ,Thanks for this artical,A good thing u ve shared.Hope you do the same things more in future.
            Lovehumanity
            :salam: THanks and u :welcome:

            Comment


            • #36
              Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

              Boht umda..........
              likhnay waalay nay khoob likha hy.....aur tarteeb aur tashkeel to kamaal ki hy.....aur designing bhi boht munasib hy.......very nice

              Comment


              • #37
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #38
                  Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                  inshaALLAH main likhna shoro ker raha hun.......................

                  take care aur aap sab ka shukeria

                  Comment


                  • #39
                    Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                    MahsAllah bohot acha mazmoon hai, aap ne kaafi mehnat se likha hia aur design bhi bohot acha kea hai.....parh kar bohot acha laga...khush rahe...:rose
                    sigpic


                    Comment


                    • #40
                      Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                      Thanks you wafa gee:em:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                        wao beautifull khalil sahib ap ny buhat hee khobsurat likha hay really very impersive main ny sara copy ker lia hy aur apny UNI kee library main rakhongee.....main ny pehly be ap ko mesage kia tha k main ap sy kuch pochna chahti hun lakin ap ny jawab nahi dia.....

                        Comment


                        • #42
                          Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                          :rose
                          Khalil bahi aap ne waqia Shaire Mashraq Allama Muhammad Iqbal (R.H) ki shairi ko bohat hi khoobsurat andaaz main pash kia ha Jaza Kalla.

                          Comment


                          • #43
                            Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                            thanks alot

                            Comment


                            • #44
                              Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                              main ny save ker lia hay baad main dekhon gee buhat acha lag raha hay waisy to
                              ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                              372-haha372-haha372-haha

                              Comment


                              • #45
                                Re: Iqbal Ka ShaheeN Must read It.

                                buhat zaberdast tahreer

                                Comment

                                Working...
                                X