:salam:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Apny Razzaq Ko to Pehchan
Collapse
X
-
Re: Apny Razzaq Ko to Pehchan
Khalil jis shair ka aap matlab janena chahtey they, woh ghalban yehi hai...
Meri adna si samajh key mutabiq is shair ka matlab yeh banta hai keh, jab insaan ka pet bhara huwa hota hai to woh apney Rabb ko bhi challenge karta hai keh Rabb hai to kahan aur uska wajood kya hai? Yehi wajah hai keh Ramazan mein jab hamein bhook lagti hai to ham Allah Tala per bharosa kar key sabar kar letey hain, jab keh pet bhara ho to kya fiker hoti hai. Dil jo Rabb ka ghar hai, woh khali bhi ho to Rabb key naam sey bhara huwa hota woh behtar hai ya bhara huwa pet jo Khuda sey door karta hai? Faisla tumharey haath mein hai ..... :rosetumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Apny Razzaq Ko to Pehchan
Originally posted by Masood View PostKhalil jis shair ka aap matlab janena chahtey they, woh ghalban yehi hai...
Meri adna si samajh key mutabiq is shair ka matlab yeh banta hai keh, jab insaan ka pet bhara huwa hota hai to woh apney Rabb ko bhi challenge karta hai keh Rabb hai to kahan aur uska wajood kya hai? Yehi wajah hai keh Ramazan mein jab hamein bhook lagti hai to ham Allah Tala per bharosa kar key sabar kar letey hain, jab keh pet bhara ho to kya fiker hoti hai. Dil jo Rabb ka ghar hai, woh khali bhi ho to Rabb key naam sey bhara huwa hota woh behtar hai ya bhara huwa pet jo Khuda sey door karta hai? Faisla tumharey haath mein hai ..... :rose
Comment
-
Re: Apny Razzaq Ko to Pehchan
Originally posted by Khalil View Post:salam: very nice bhai....really buhat acha reply hay aur meri samaj main yeh baat agai hay ...aur ALLAH sy duwa hay ALLAH humain apni hee hifz 0 aman main rakhy amen
Kehtey hain keh bhara huwa pet har beemari ki jarr hai. Aur isi liye hamein yeh dars diya jata hai keh bhook rakh ker khana chahiye - tun'mar nahin karni chahiye...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Apny Razzaq Ko to Pehchan
مسعود بھائی سے معذرت کے ساتھ کیونکہ میری دانست میں اس شعر کا وہ مطلب ہر گز نہیں جو آپ نے بیان کیا۔۔۔
اقبال نے یہاں بھرے اور خالی پیٹ کی بات نہیں کی بلکہ اپنے فلسفیانہ رنگ میں یہ بات بتانے کی کوشش کی ہے کہ بندہ جب اپنے حقیقی رازق کو نہیں پہچانتا تو پھر اس کے نصیب میں مجاز یعنی عطائی آقاوں کی غلامی ہی ہوتی ہے اور وہ در در کا بھکاری بن جاتا ہے اور اس بات کواقبال نے انسانی اعضاء سے تشبیہ دی ہے بات سمجھانے کی غرض سے۔۔۔ ۔ کہ انسان کے جسم میں یہ دو اعضاء ہیں ایک دل اور دوسرا پیٹ اگر بندہ پیٹ کی غلامی یعنی حرص میں پڑھ جائے تو گیا کام سے اور اگر دل کی غلامی کرلے جو کہ درحقیقت شہنشاہی ہے تو پھر بندہ بھی بے نیاز ہوجاتا ہے ہر شئے سے جس طرح حقیقی رازق کو پہچاننے والا ساری دنیا سے بے نیاز ہوجاتا ہے اسی طرح دل جو کہ اسی رازق کا گھر ہے بندہ مومن کے جسم میں اسکی غلامی کرنے والا ہر غرض سے بے غرض ہوجاتا ہے۔۔۔۔ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment