Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Seen" se shuro hone wale ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "Seen" se shuro hone wale ashaar

    chalen hum sab mil kar yahan "seen' se shuro hone wale ashar share karte hain....so pehla shair hazir hai

    saarii mahafil jis pe jhuum uTThii 'Majaz'
    vo to aavaaz-e-shikast-e-saaz hai<



  • #2
    Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

    Silsila Fitna-E-Qayamat Ka
    Teri Khush-Qaamti Say Milta hai


    Comment


    • #3
      Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

      sab log liye sang-e-malaamat nikal aaye
      kis shahar mein ham ahal-e-muhabbat nikal aaye


      Comment


      • #4
        Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

        safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
        sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo


        Comment


        • #5
          Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

          Sitaron sey agey jahan aur bhi hain
          abhi ishq key imtehan aur bhi hain.


          Comment


          • #6
            Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

            sada rahey teri yeh ada muskuraney ki
            sameit ley tera dil har khushi zamaney ki


            Comment


            • #7
              Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

              Suraj key sath doob gaya mera dil bhi aaj
              itna udaas shaam ka manzar kabhi na tha.


              Comment


              • #8
                Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                sundar komal sapanon kii baaraat guzar gaii jaanaan
                dhuup aankhon tak aa pahunchii hai raat guzar gaii jaanaan


                Comment


                • #9
                  Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                  sach ye hai bekaar hame.n Gam hotaa hai
                  jo chaahaa thaa duniyaa me.n kam hotaa hai


                  Comment


                  • #10
                    Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                    sar meiN takmeel ka tha ik sauda
                    zaat meiN apni tha adhoora maiN
                    kya kahooN tum se kitna naadim hooN
                    tum se mil kar hua na poora maiN


                    Comment


                    • #11
                      Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                      shab-e-Gam ai mere allaah basar bhii hogii
                      raat hii raat rahegii ke sahar bhii hog


                      Comment


                      • #12
                        Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                        Suna hai usko Mohobbat Duayein deti hai, Jho Dil pe chooTh to kaye magar ghilla na kare...
                        Yeh thik hai nahiN marta koi Judai main, Khuda kisi ko kisi se magar Juda na kare


                        Comment


                        • #13
                          Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                          Sab ko ataa hai duniya ko sataa kar jiinaa
                          Zindagii kyaa muhabbat kii duaa se suniye


                          Comment


                          • #14
                            Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                            siikheN haiN mahrukhoN ke liye ham musavvari
                            taqriib kuchh to bahar-e-mulaaqaat chaahiye


                            Comment


                            • #15
                              Re: &quot;Seen&quot; se shuro hone wale ashaar

                              suroor chiiz ki miqdaar par nahi mauqoof
                              sharab kam hai saaqii to nazar mila kar pila


                              Comment

                              Working...
                              X