Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..



    جو کنجِ محبّت میں پیروں کی چھنتی ہوئی چاندنی کی زباں سے کہتا
    کہو آج کی رات کیسی گزاری، کوئی آج کی رات ملنے بھی آیا؟؟

    Comment


    • #62
      Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..



      کُچھ نئے رنگ ہیں محبت کے
      کُچھ پرانے سنبھال کر رکھے

      Comment


      • #63
        Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

        Jisarat Tu Koii Dekhay Gunah Gaar -e- Mohabbat Ki
        Girah Main Chand Aansoo Or Jannat Ki Kharidari
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • #64
          Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

          Us Ghar Ko Kabhi Pholtay Phaltay Nahi Dekha
          Jis Ghar Kay Makeenon Main Mohabbat Nahi Hoti
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • #65
            Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

            Main Mohabbat Hoon, Mohabbat Main Kaha Andeshay
            Tu Sadaqat Hay, Sadaqat Kay Hazaron Chehray
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • #66
              Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

              Hay Adaab -e- Mohabbat Kay Taqazay Maheen
              Lab Hilay Or Shikayat Nay Damm Torr Dia
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • #67
                Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                Tetli Tetli Lehratay Hain Phoolon Ki Umeed Liye
                Ak Din Khushboo Ho Jatay Hain Log Mohabbat Karnay Walay
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • #68
                  Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                  Nafrat Ki Baat Thi Na Mohabbat Ki Baat Thi
                  Marnay Chalay Thay Jis Pay Sadaqat Ki Baat Thi
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • #69
                    Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                    Ab Tak Khaber Na Thi Keh Mohabbat Gunah Hay
                    Ab Jaan Kar Gunah Kiye Ja Raha Hoon Main
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • #70
                      Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..



                      ہم ملے محّبت کی
                      پہلی برف باری میں

                      Comment


                      • #71
                        Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                        Main Hawa'on Ki Tarah DashT -e- Musafat Main Raha
                        Wo Bikhar Jata Ager Mujh Say Mohabbat Karta
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • #72
                          Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                          Mujhay Tum Say Mohabbat Ab Bhi Hay Lakin
                          Ager Khushboo Bikhar Jaye Tu Khowahish Nahi Rehti
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • #73
                            Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                            Hum Tu Wo Thay Keh Mohabbat Tha Wateera Jin Ka
                            Pyaar Say Milta Tu Dushman Kay Bhi Ho Jatay
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • #74
                              Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                              Phir Mohabbat Ka Haadsa Ho Ga
                              Ye Jo Tum Roz Roz Sanwartay Ho
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • #75
                                Re: Mohabbat ....... Say Shoro Honay Walay Aashaar ..

                                Ab Is Kay Liye Koii Naya Hurf Nikalo
                                Is Lafz Mohabbat Ka Bharam Toot Gia Hay
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X