Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

! pErIsH boY ! < Topic aankhain >

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

    31...


    rakha tha us ne meri aaNkh per hatheli ko
    ab intezar nazar ko usi k haath ka hai


    Comment


    • #32
      Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

      32....


      biit gya sawan ka mahina, mosam ny nazraiN badliN
      laikin in pyasi aankhOn sy ab tk aanso behtey hain


      Comment


      • #33
        Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

        33....


        phir youN huwa k saawan aaNkhoN meiN aa basay thay
        phir youN huwa k jese dil bhi tha aabla sa


        Comment


        • #34
          Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

          34....



          ye karwaten, ye dair tak jagna, ye surkh ankhon ka sabab

          samaj pao ge to bikhar jao ge, na samaj pao ge to ulajh jao ge


          Comment


          • #35
            Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

            35....


            roshnioN k saare maNzer jhoote lagte haiN
            lekin us ki aaNkh k aaNsoo sache lagte haiN


            Comment


            • #36
              Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

              36...


              kb aankh uthata hon ky aatey nahin tewar
              kb baith ky uthta hOn ky chakr nahin aata


              Comment


              • #37
                Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                37....

                maza bersaat ka chaaho tou in aaNkhoN meiN aa betho
                wo bersoN meiN kahiN berseN ye bersoN se barasti haiN


                Comment


                • #38
                  Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                  38....

                  ay josh-e-grya daikh! na krna khajal mujh
                  aankhaIn meri zaror hain, aanso praye hyn


                  Comment


                  • #39
                    Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                    39...


                    teri aaNkhoN se meri dosti be-hudd poorani hai
                    k maiN shayer hoN aur din maekhaanoN meiN rehta hoN


                    Comment


                    • #40
                      Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                      40....

                      kisi ki yad mein itna na ro, hova so hova
                      ky dil gunwa ky ab aankhaiN na kho, hova so hova


                      Comment


                      • #41
                        Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                        41...

                        Woh Aankh Teri Shararti Si
                        Woh Zulf Mathy Pe Nachti Si,

                        Nazar Hatay Na Aik Pal Bhi
                        Mein Thak Gaya Hoon Hata Hata K.


                        Comment


                        • #42
                          Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                          42...

                          tumhari aankhOn mein chalkiiN nadamataiN kesey
                          jawab bananey lga tha sawal kya uska


                          Comment


                          • #43
                            Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                            43...


                            Wo paas tha to zamanay ko dekhti he na thein
                            Bichar gaya to hoien phir se Dar-Badr aankheiN


                            Comment


                            • #44
                              Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                              44....

                              aaNkh tak kese aa gaye aaNsoo
                              kisi dukh ki surang baaqi hai


                              Comment


                              • #45
                                Re: ! pErIsH boY ! &lt; Topic aankhain &gt;

                                45....


                                Woh jisse neend kaha kartay hain sab chain ki neend
                                Woh tere baad kabhi aankhooN mein utri he nahi


                                Comment

                                Working...
                                X