Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar


    Main Nay Jis Shaakh Ko Phoolon Say Sajaya Tha Faraz
    Meray Seenay Main Usi Shaakh Ka Kanta Utra

    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar


      Meray Haathon Ki Lakeeron Kay Ezafay Hain Gawah
      Main Nay Pather Ki Tarah Khud Ko Tarasha Hay Bohat

      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar


        Un Kay Insaaf Ka Dekhay Gaye Tamasha Hum Bhi
        Jurm Tasleem Karay Gaye Na Safaii Day Gaye
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar


          Main Us Kay Pyaar Say Kyun Badd Gumaan Howa Hoon Aaj
          Keh Us Nay Toot Kay Chaha Tu Mujhay Kal Bhi Na Tha

          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar


            Kahi Mila Tu Kesi Din Mana Hi Lain Gaye Usay
            Wo Zoud O Ranj Sahi Phir Bhi Yaar Apna Hay

            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Ishq Janoon Sahi Magar Ishq Faqat Janoon Nahi
              Hotay Hain Kuch Mutalbay Ishq Say Aa Gahi Kay Bhi
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar


                Ab Is Say Barh Kar Masawat -e- Ishq Kia Ho Gi
                Wo La Makaan Hay Ager, Dar Badar Tu Hum Bhi Hain

                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Hoti Nahi Qabool Dua TarK -e- Ishq Ki
                  Jab Dil Hi Na Chahay Tu Zabaan Main Asar Kaha
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar


                    Hum Shajar Thay Shajar Hi Rahay
                    Wo Badalta Raha Mousamon Ki Tarah

                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar


                      Koun Behtay Howay Ashkon Pay Nazar Rakhta Hay
                      Log Hanstay Howay Chehron Ko Dua Detay Hain

                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar


                        Itni Mazboti Say Weranay Kay Darr Band Kiye
                        Dil Main Utri Na Koii Zaat Teri Zaat Kay Baad

                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar


                          Manzil Ki Justajoo Main Kyun Kho Gia Hay Rahi
                          Itna Azeem Ho Keh Manzil Tujhay Pukaray

                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar


                            Kuch Tu Hi Meray Karb Ka Mafhoom Samaj Lay
                            Hansta Howa Chehra Tu Zamanay Kay Liye Hay
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Bhool Tu Jaon Tujhay Bholnay Walay
                              Yaad Aa Jata Hay Tu Dekhtay Hi Eid Ka Chaand
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Shayed Koii Manzil Nahi Is Rah Main Parti
                                Wapis Nahi Aata Koii Yaadon Kay Safar Say
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X