Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Rukhsat Kay Waqt Us Nay Ajeeb Be Basi Kay Saath
    Dekha Kuch Is Tarah Keh Shikayat Nahi Rahi
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Ak Dil Hay Keh Basaya Nahi Jata Hum Say
      Log Sehra'on Ko Gulzaar Bana Detay Hain
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Baat Kirdaar Ki Hoti Hay Wagarna Aarif
        Qadd Main Tu Saya Bhi Insaan Say Bara Hota Hay
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Kab Tak Kesi Kay Soug Main Roye Gaye Beth Kar
          Hum Khud Ko Kitni Baar Samjha Kay Ro Paray
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Hum Say Chahaton Ki Numa'esh Na Ho Saki
            Bas Itna Jantay Hain Keh Tumhay Chahatay Hain Hum
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Maaf Na Kar Saki Thi Meri Zindagi Mujh Ko
              Wo Ak Lamha Keh Main Tujh Say Tang Aaya Tha
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Socha Tha Mil Gaii Teray Ghum Say Humay Nejaat
                Yeh Sochtay Hi Phir Say Teri Yaad Aa Gaii
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Samjhay Thay Tujh Say Dorr Nikal Jaye Gaye Kahi
                  Dekha Tha Har Muqaam Teri Rah Guzar Main Hay
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Samaj Laitay Hain Tum Ko Meri Sourat Dekhnay Walay
                    Mera Chehra Tumhari Dastaan Maloom Hota Hay
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Sang -e- Giran Hain Rah Main Lakhon Tu Kia Howa
                      Manzil Chupi Hoii Tu Meray Hoslon Main Hay
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Baat Ko Samaj Laina Aam Baat Hay
                        Baat Ki Nazakat Ko Log Kam Samajtay Hain
                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Phool Jab Kartay Hain Shabnam Ki Zarorat Mehsoos
                          Raat Jatay Howay Kuch Ashk Baha Jati Hay
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Pathron Ki Tarah Rahon Main Aata Tha Is Liye
                            Tarash Kar Mujhay Tu Shayed Nekhaar Day
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Phool Bannay Ki Khushi Main Muskurae Thi Kali
                              Yeh Na Samjha Tha, Tabas-sum Mout Ka Paigaam Hay
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Tark -e- Ulfat Bhi Musibat Hay Ab Is Ka Kia Elaaj
                                Wo Juda Ho Kay Bhi Tu Dil Say Juda Hota Nahi
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X