Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

    HiSaab e Tark e Ta'aluq Tamam Main Ney Keya
    Sharu Us Ney Keya Ikhtataam Main Ney Keya

    mUjhey Bhe Tark e mOhabbat Pey Khairatien Hii Rahien
    Jo Kaam Mera Nahe Tha Wo Kaam Main Ney Keya

    Comment


    • #62
      Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

      Garz Tark-e-ta'aluq koi chara bhi nahiN tha
      Bin us k mager apna guzara bhi nahiN tha

      Comment


      • #63
        Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

        Aa tuj ko dikhaoun k tere bad sitamgar
        Weeran pary hai ye Dar o baam abi tak

        Gar tark e talaq ko hua ek zamana
        Honton p machalta hai tera naam abhi tak

        Comment


        • #64
          Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

          hum tarak - e - talauq pai bhi zindaa tu hain laikin
          laagtaa hai dil mai kuch toooth sa gayaa hai

          Comment


          • #65
            Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

            Teray derr say uth ker jidher jaaoon main
            Chaloon do qadam or theher jaaoon main

            KhumaaR un say terk-e-ta'alluk bajaa
            Mager jeetay jee kaisay mer jaaoon main

            Comment


            • #66
              Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

              mei mar mita tere naam pe tou hairaan ho kio
              tark e talluq kia tha tark e wafa tou nahi...

              Comment


              • #67
                Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                Tum ne to hukm e Tark e Ta'auloq suna diya
                Kis dil se aah tark e tamana kare koi

                Comment


                • #68
                  Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                  Dekha mujhay to terk-e-ta'alluq k baawujood
                  Wo muskuraa diya ye hunar bhi us hi ka tha

                  Comment


                  • #69
                    Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                    Hisaab e Tark e Ta'aluq Tamaam Main Ney Kiya
                    Shuru Us Ney Kiya Tha Tamaam Main Ney Kiya
                    bOht DinOn Mein Meray Ghar Ki KhaamOshi tOoti
                    KhUd Apney Aap Sey iK Din Kalaam Main Ney Kiya

                    Comment


                    • #70
                      Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                      Aarzoo kar na saki tark e talluq ko qubool
                      tum se bichre to tumharei yaad k ho bethe

                      Comment


                      • #71
                        Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                        Wo Chahe To Ab Mujh Se Tark-e-Ta'aluq Kar Le
                        Wo Meri Zindagi Hai Usay Bata ke Aayi HooN

                        Comment


                        • #72
                          Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                          'Faraz' tark-e-ta'alluq to khair kya hoga
                          yahi bahut hai ke kam kam mila karo us se

                          Comment


                          • #73
                            Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                            Terk-e-TaalUq Ki Ye Bhi kOi Ada tO Nahi ...
                            ChOod Ker Chala Giya SAHIL ...
                            mOjOon Ki Tarahan

                            Comment


                            • #74
                              Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                              Wo Ho Chukay aamaadah Terk-e-ta'alluq Pay
                              Per Main Nahi hoon Raazi Ja Ker Ye Un Say Kehna

                              Comment


                              • #75
                                Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                                Nahi hain woh TARK -E- TA'ALUQ pe raazi
                                Qayamat hai k hum samjha rahe hain
                                Ajab kuch rabt hai tumse k tumko
                                Apna jaan'kar hum thukraa rahe hain

                                Comment

                                Working...
                                X