Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

    yunhi, aadat thi, har rastey par bas us kai sath chalney ki
    wagarna
    tark e talluq par
    thoda sa dil to dukhta
    zara si aankh nam hoti
    __________________

    Comment


    • #47
      Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

      Terk-e-TaalUq Ki Ye Bhi kOi Ada tO Nahi ...
      ChOod Ker Chala Giya SAHIL ...
      mOjOon Ki Tarahan

      Comment


      • #48
        Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

        Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
        Wo Dur Dais Ka Baasi Tha Kiya Wafa Karta ?

        Wo Mere Zabt Ka Andaza Karne Aaya Tha
        Main Has Ke Zakhm Na Khata Tu Aur Kiya Karta ?

        Comment


        • #49
          Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

          '' Kahtay ho tark-e-mohabbat karu'n?
          Achcha chalo,
          youNhi sahee
          Aur jo tark-e-mohabbat se bhi na ruswaayee gayI? ''

          Comment


          • #50
            Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

            Wo Ho Chukay aamaadah Terk-e-ta'alluq Pay
            Per Main Nahi hoon Raazi Ja Ker Ye Un Say Kehna

            Comment


            • #51
              Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

              Nahi hain woh TARK -E- TA'ALUQ pe raazi
              Qayamat hai k hum samjha rahe hain
              Ajab kuch rabt hai tumse k tumko
              Apna jaan'kar hum thukraa rahe hain

              Comment


              • #52
                Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                dekha mujhey tou tark e talluq ke baad
                wo muskura dia yah hunar usi ka hai

                Comment


                • #53
                  Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                  Aap sukh se hain Tark-e-ta'alluq ke baad
                  Itanii jaldi na ye faisalaa kiijiye

                  Comment


                  • #54
                    Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                    Aaj to Tark-e-Ta'aluq Pe Ba zid Lagta Hai.


                    Tujh ko Dekhy Ga to Dil Phir Se Machal Jaega!

                    Comment


                    • #55
                      Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                      Main Kiyon Na Tark-E-Ta'aluq Ki Ibteda Karta
                      Wo Dur Dais Ka Baasi Tha Kiya Wafa Karta ?

                      Wo Mere Zabt Ka Andaza Karne Aaya Tha
                      Main Has Ke Zakhm Na Khata Tu Aur Kiya Karta ?
                      __________________

                      Comment


                      • #56
                        Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                        Bus Ab Tark-e-Ta'aluq ho Chuka to ho Chuka Tum se
                        Museebat Kya hai , Dereena Maraasam ki Duhaayi dein
                        Kisi Tafseel mein Jaaney ki Aakhir Kya Zaroorat hai
                        Tumhein Sacha Nahi Ham Maantey, phir kyon Safayi Dein

                        Comment


                        • #57
                          Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                          Yeh Tark-E-Ta'aluq Ka Kia Tazkra Hai ..?
                          Tumhare Siwa Koi Apna Nahi Hai ..
                          Agar Tum KahO tO Main Khud Ko Bhula dOn ..
                          Tumhain BhOol Jane Ki Taqat Nahi Hai ..!!

                          Comment


                          • #58
                            Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                            Na muradi ka ye aalam bhi to ai dil na rahey
                            Ab to ham tarq e ta'alluq k bhi qabil na rahey
                            Aaj usney sharaf-e ham'safari bakhsha tha
                            Istarah se k mujhe khahish e manzil na rahey

                            Comment


                            • #59
                              Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                              yeh batao mujhey tark e talluq ke baad
                              tum chain sei sotey tou hogei ana ke hisaar me

                              Comment


                              • #60
                                Re: ashaar collection '' Tark-e-ta'aluq ''

                                Ye rut jagon ka kisi toor silsila na rhy
                                Milo tu youn k bichrney ka gumaa'n na rhy
                                Bichrna shart hi thehra tu youn bichr jaen
                                Kisi ko Tark-e-Ta'aluq ka kuch gila na rhy

                                Comment

                                Working...
                                X