Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

    Assalaam-O-alaikum

    Main bhi yeh apni collection ka aghaaz karta hoon, laft Mohabbat, ishq, judai, bay-rukhi, waghaira bohat hi aam hay :lol main AWAAZ say shuroo kar raha hoon, umeed hay aap pasand karain gain :)

    Pehla shaa'air hazir-e-khidmat hay



    Raiza Raiza Ho Gaya Main, Tuu Nay Jab AWAAZ Dee
    Terii Khamooshi Say Tha, Main Iss Qadar Toota Hua


    Baaqi ahistay ahistay, main Aanchal nahin kay halkiii hawa kay jhoonkay say uRta chaloo, main pathar hoon mujhay jab tak move nahin kia jaata main hilta nahin :):)
    sigpic

  • #2
    Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

    :lol:

    U say Race laganay ka aik faida hai ..jeet abhi say hamari pakki hai :ys:
    best of luck :--p
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

      aap say waisay bhi kiss nay jeetna hay :lol

      Originally posted by Aanchal View Post
      :lol:

      U say Race laganay ka aik faida hai ..jeet abhi say hamari pakki hai :ys:
      best of luck :--p
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

        dosra sha'air

        Yeh Kaun Hay, Kahan Hay, Kisnay Mujhay Pukaara
        AWAAZ Bhi Tumhari, Andaaz Bhi Tumhaara.........!
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

          سنو! تم دیر مت کرنا
          کوئی آنسو، کوئی آنکھیں
          کوئی چہرہ، کوئی لہجہ
          کوئی آواز تم کو جس قدر روکے
          مگر تم دیر مت کرنا
          کسی کی یاد کی آنکھیں
          تمہیں ہر لمحہ تکتی ہیں
          کسی کی آنکھ میں جاناں
          تمہاری یاد کی بارش ہر اک لمحہ برستی ہے
          تمہیں بس سوچتے رہنا کسی کا کام رہتا ہے
          سنو! تم دیر مت کرنا
          کوئی آنسو، کوئی آنکھیں
          کوئی چہرہ، کوئی لہجہ
          کوئی آواز تم کو جس قدر روکے
          مگر تم دیر مت کرنا
          تمہاری یاد کا موسم تو صبح و شام رہتا ہے
          کسی کے ہونٹ پر ہر دم تمہارا نام رہتا ہے
          سنو! تم دیر مت کرنا
          کوئی آنسو کوئی آنکھیں، کوئی چہرہ،کوئی لہجہ
          کوئی آواز تم کو جس قدر روکے
          مگر تم دیر مت کرنا
          سنو! تم دیر مت کرنا۔۔۔۔۔۔۔۔۔
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

            Originally posted by thefire1 View Post
            Assalaam-O-alaikum

            Main bhi yeh apni collection ka aghaaz karta hoon, laft Mohabbat, ishq, judai, bay-rukhi, waghaira bohat hi aam hay :lol main AWAAZ say shuroo kar raha hoon, umeed hay aap pasand karain gain :)

            Pehla shaa'air hazir-e-khidmat hay



            Raiza Raiza Ho Gaya Main, Tuu Nay Jab AWAAZ Dee
            Terii Khamooshi Say Tha, Main Iss Qadar Toota Hua


            Baaqi ahistay ahistay, main Aanchal nahin kay halkiii hawa kay jhoonkay say uRta chaloo, main pathar hoon mujhay jab tak move nahin kia jaata main hilta nahin :):)
            Walaikum Assalaam

            Janab aap ne to pehle shair me hi La-jawab kar dala :)

            Khush rahen

            Comment


            • #7
              Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

              Originally posted by thefire1 View Post
              dosra sha'air

              Yeh Kaun Hay, Kahan Hay, Kisnay Mujhay Pukaara
              AWAAZ Bhi Tumhari, Andaaz Bhi Tumhaara.........!

              Comment


              • #8
                Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

                Nawazish Khan sahab :)
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

                  Main issay chahay laakh chupppa kar rakhoon
                  Phir bhi paRR jaati hay meri jaan teri tasweer pay Khaak
                  Usski AWAAZ pay bohat daair say poohancha Taabish
                  Aisi takheer aur bayis-e-takheer pay khaaaak..........!



                  Shayed alfaz main kuch rad-o-badal hogayii hay kiyonki yeh LIVE sunna tha ABBAS TABISH sahab ko tou ussi waqt zehnasheen hua thay yeh ashaar..
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: thefire1 Ashaar Collection 'Awaaz'

                    Is Dil ki Halat batana nahi aata
                    Kisi ko aisey Tadpana nahi aata

                    Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki
                    Magar baat karne ka Bahana nahi aata !!


                    Jeene ke sirf ye Do hi raaste hain
                    Ek unhe nahi aata aur Ek Hamein nahi aata
                    sigpic

                    Comment

                    Working...
                    X