Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

جھیل سی آنکھیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • جھیل سی آنکھیں

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	20.9 KB
ID:	2489699

  • #2
    Re: جھیل سی آنکھیں

    (خان صاحب یہ شوق کہیں اپ کو ڈوب نہ لیں ۔ (مسکراتے ہوئے

    عمدہ انتخاب جناب

    Comment


    • #3
      Re: جھیل سی آنکھیں

      Originally posted by -=The Driver=- View Post
      (خان صاحب یہ شوق کہیں اپ کو ڈوب نہ لیں ۔ (مسکراتے ہوئے

      عمدہ انتخاب جناب
      Janab hume to doobe hue aik arsa ho gaya hai , ab to hum aik kamyaab tairaak ban chuke hein :)

      Comment


      • #4
        Re: جھیل سی آنکھیں

        doobay huway bhi hain aur tairaaki bhi kar rahay hain.....

        yeh tou khula 'tazaad' hay :lol


        iss ka matlab yeh lain kay

        'aap doobay bhi hain aur kahin aur nain matakka bhi chal raha hay' :lol :lol
        Originally posted by Mr.Khan View Post

        Janab hume to doobe hue aik arsa ho gaya hai , ab to hum aik kamyaab tairaak ban chuke hein :)
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: جھیل سی آنکھیں

          Originally posted by thefire1 View Post
          doobay huway bhi hain aur tairaaki bhi kar rahay hain.....

          yeh tou khula 'tazaad' hay :lol


          iss ka matlab yeh lain kay

          'aap doobay bhi hain aur kahin aur nain matakka bhi chal raha hay' :lol :lol
          bhai kyun mera ghar toorne ke peechay lage ho :(

          Doobnay ka maqsad hargiz ye to nahi ke mai khuda na khuwasta kahin kooch kar chuka hun :P

          Comment


          • #6
            Re: جھیل سی آنکھیں

            Allah na karay kay aap ka ghar tootay, magar aap apnay lafzoo aur kafiyat ka sahi istimaal karain, kiyonki 'teer kahin aur nishaana kahin' kay mutradif hay!!! :lol

            aap yoon keh saktay hain kay

            'Main tou kisi ki aankhoon main kab ka doob chuka hoon kay ab bahir aanay ka koi chance nahin'.

            agar aap yeh kahin kay main doob chuka hoon aur mahir tairaak bann gaya hoon, yeh tou 'zoo mainay' statement hua :lol :lol
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: جھیل سی آنکھیں

              Bhai kiya karen , ye Alfaz ki haira pheri hume nahi aati, kyun ke humari Urdu buhat kamzoor hai :)

              Comment


              • #8
                Re: جھیل سی آنکھیں

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                Bhai kiya karen , ye Alfaz ki haira pheri hume nahi aati, kyun ke humari Urdu buhat kamzoor hai :)
                Khan bhai matlab keh app doob doob kar mahir tairak ban gaye hain...
                hmmmmmmmmmmmmm..
                waise bahut se doob jate hain mast nigahon mein,, haina Khan bhai ???

                Comment


                • #9
                  Re: جھیل سی آنکھیں

                  chalain hum aap ki 'kamzoori' ko mad-e-nazar rakhtay huway aap kay qoul ko nazar andaaz kartay hain aur apni yaadaasht say khaarij kartay hain :)

                  Originally posted by Mr.Khan View Post
                  Bhai kiya karen , ye Alfaz ki haira pheri hume nahi aati, kyun ke humari Urdu buhat kamzoor hai :)
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: جھیل سی آنکھیں

                    Originally posted by -=The Driver=- View Post
                    Khan bhai matlab keh app doob doob kar mahir tairak ban gaye hain...
                    hmmmmmmmmmmmmm..
                    waise bahut se doob jate hain mast nigahon mein,, haina Khan bhai ???
                    Exactly...........aap ne sahi samjha hai mere alfaazon me poshida jazbon ko :)

                    Comment


                    • #11
                      Re: جھیل سی آنکھیں

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      chalain hum aap ki 'kamzoori' ko mad-e-nazar rakhtay huway aap kay qoul ko nazar andaaz kartay hain aur apni yaadaasht say khaarij kartay hain :)
                      :garmi:

                      Comment


                      • #12
                        Re: جھیل سی آنکھیں

                        :)

                        Originally posted by Mr.Khan View Post


                        :garmi:
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: جھیل سی آنکھیں

                          v nice sharing....

                          Comment

                          Working...
                          X