Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

harf==alif== se ash,aar likhiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

    Osay apny farda ki fiker the vo jo mera waqif - e - haal tha
    Wo jo os ki subha urooj the vohi mera wakt- e - zawaal tha

    Comment


    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

      Is Pyar Ke Safar Mein Mera Hath Thaam Lo
      Manzil Per Pohanchnay Tak Kahien Dhool Na Ban Jaoun

      Comment


      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

        Aaa ja ky intizaar ky sab diay bujh ga'ay
        kab tak tasavvurat say mehfil saja'ay hum

        Comment


        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

          Aaya bhi kijiyey merey mukarram kabhi kabhi
          hoti hai is sey kilfat-e-dil kam, kabhi kabhi
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

            Ab on sy aur taqaaza - e - baada kiya kerta
            jo mil gaya ha ma os sy ziada kiya kertaa
            tujhy to ghairay he rehty hain rang tang k loog
            tery hazoor mera harf - e - saada kiya kerta

            Comment


            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

              :)
              Attached Files
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                Aaankhon ko intizaar ki aadat se ho gae hai
                yaani khayal - e - yaar ki aadat se ho gae hai
                Dosraa milay bhe to dil maanta nahe hai
                Hum ko to ose pyaar ki aadat se ho gae hai

                Comment


                • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                  :rose
                  Attached Files

                  Comment


                  • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                    Ab to khud apni bhe zarorat nahe hai hum ko
                    wo bhe kiya din thay k kabhe tere zarorat hum thy

                    Comment


                    • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                      :phool:
                      Attached Files

                      Comment


                      • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                        adm ka aik shair
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                          :dua
                          Attached Files
                          Last edited by Gul; 30 October 2007, 06:21.

                          Comment


                          • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                            Ujaalnay apni yaadon ky hamary sath rehny do
                            na jaanay kis gali main zindagi ki shaam ho ja'ay

                            Comment


                            • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                              aaya tha ghar saNvaaranay ehsaan kar giyaa
                              barbadiyoun kaa aur b saman kar giyaa

                              ab tak rahi uss ki yaad meri zindgee k saath
                              do char pal ki mujh se jo pahachaan kar giyaa
                              Last edited by Gul; 4 November 2007, 01:43.

                              Comment


                              • Re: harf==alif== se ash,aar likhiye

                                Kaisey zinda hein ham sazishoN key mausam mey
                                ab koi khawahish bhi nahi khawahishoN key mausam mey
                                ussey mujh sey muhabbat thi kuch iss tarhan ki
                                jaisey halki dhoop ho barishoN key mausam mey
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X