Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

    جو اس کی چاہ میں گزری وہ زندگی ہے میری
    پھر اس کے بعد گزارا ہے زندگی نے مجھے

    Comment


    • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

      Zindagi jaa chorr de peecha mera...,

      aakhir main insaan hon, pathar tu nahi

      Comment


      • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

        تیری رسوائیوں سے ڈرتا ہوں
        جب تیرے شہر سے گذرتا ہوں





        Comment


        • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

          قرۃ کے نام

          جانے والے ہماری محفل سے تو چاند ستاروں کو ساتھ لیتا جا
          ہم خزاؤں سے نبھا کر لیں گے تو بہاروں کو ساتھ لیتا جا

          کوئی ہنسے تو تجھے غم لگے ہنسی نہ لگے
          کہ دل لگی بھی تیرے دل کو دل لگی نہ لگے
          تو روز رویا کرے اٹھ کے چاند راتوں میں
          خدا کرے تیرا میرے بغیر جی نہ لگے
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

            یادوں کا اک شور تھا راستوں میں
            ہم ایک پل بھی دشت میں تنہا نہیں ہوئے

            Comment


            • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

              Wo Bhi Udaas Wahaan, Main Bhi udas yahan,,,


              Kaash Hum Mashwara Kar late Mohabt krny sy pehly.

              Comment


              • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                ادھر وہ زلف سلجھاتے ہیں ان کا خم نکلتا ہے
                ادھر رگ رگ سے کھچ کھچ کے ہمارا دم نکلتا ہے





                Comment


                • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                  Agar chorna bhi chaho to, 'mumkin jawaz' rakhna,,,

                  Hum be-waja sazain , bohat kaat chuky hen,?....

                  Comment


                  • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                    کتنے شوریدہ سر تھے پروانے
                    شام ہوتے ہی جل مرے کچھ تو
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                      Teri ghaflaton ko khabar kahan Merey haal-e-Dil pey nazar kahan...

                      Tu jafa ki had mein Na aa saka, Mein wafa ki had sey guzar gia...

                      Comment


                      • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                        likh diya apney dar peh kisi ney is jaggah pyaar karna mana hai
                        pyaar agar ho bhi jaey kisi ko iska izhaar karna mana hai
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                          Aaj Phir Be_Hadd Udaas Hoon Main,,


                          'Khair,,,! Ye Mas'la tumhara Nahi....!

                          Comment


                          • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                            itna to karam kartey dukh dard mujhey dey kar
                            ik baar merey aansu daman sey sukhaa jaatey
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                              Andesha Bhi Tha Orr Ehtiyaat Bhi B0ht
                              Ki .. ?

                              Hoty Hoty Wo Shakhs Juda Ho Hi
                              Gya.

                              Comment


                              • Re: Aik aisa misra jo dil ko choo jaye

                                meri aankhon ko bakhsey hain aansu dil ko daagh-e-alam dey gaey hain
                                is inayat key qurbaan jaoun pyaar maanga tha gham dey gaey hain
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X