Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

    Assalaam o alekum,


    ye rakh-rakhaao muhabbat sikhaa ga_ii us ko
    vo ruuTh kar bhii mujhe muskuraa ke milataa hai
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment


    • #47
      Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

      mohabbatoN ko saleeboN pe TaaNgne walo!
      khuloos ho to mohabbat koee gunaah naheeN
      najma

      Comment


      • #48
        Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

        Raaz ab mujh par faash huwa dil ki beqrari ka
        dekh lo yeh haal zindagi, muhabbat ki mari ka
        halaat key teeron ka nishana, dil-e-nadaan kyun
        pyar karna to jurm nahin, phir dushman jahan kyun

        Masood
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #49
          Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

          khuda rak.khe salamat unko, jin ke faiz ne NAJMA
          mohabbat ki khalish dekar, kitaab-e-shaairii dedii
          NAJMA ANSAR NAJMA

          Comment


          • #50
            Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

            ab baaton mai vo josh - 0 - jazbaat kahan
            ab to rakhny vo mohabat ka bharam aaty hain

            Comment


            • #51
              Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

              Assalaam o alekum,


              vafaa ke Khvaab muhabbat kaa aasara le jaa
              agar chalaa hai to jo kuchh mujhe diyaa le jaa
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment


              • #52
                Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                hameN kaash tum se mohabbat na hoti
                kahani hamari, haqeeqat na hoti

                Comment


                • #53
                  Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                  Assalaam o alekum,




                  muhabbat me.n vafaadaarii se bachiye
                  jahaa.N tak ho adaakaarii se bachiye
                  har ek suurat bhalii lagatii hai kuchh din
                  lahuu ke shobadaakaarii se bachiye
                  :tang: RISK IS MY BUSINESS

                  DANGER IS MY GAME

                  DONT PLAY WITH ME
                  BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                  Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                  Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                  Comment


                  • #54
                    Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                    Mohabbat ho ke nafrat ho ussi se mshwara ho ga
                    meri her kaifiyat mein istakhara saath rehta hai

                    Comment


                    • #55
                      Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                      Assalaam o alekum,


                      ye na abaad vaqto.n me.n
                      dil-e-naashaad me.n hogii
                      muhabbat ab nahii.n hogii
                      ye kuchh din baad me.n hogii
                      :tang: RISK IS MY BUSINESS

                      DANGER IS MY GAME

                      DONT PLAY WITH ME
                      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                      Comment


                      • #56
                        Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                        Tera Ehsaas Jo Khushboo Ki Terha Rehta Hai
                        Mere Seenay Main Mohabbat Ko Jila Deta Hai
                        Janti Hoon Mohabbat Hai Aqeedat Ka Faraib
                        Phir Bhi Aik Shakhs Mere Dil Main Basa Rehta Hai

                        Comment


                        • #57
                          Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                          MOHABBAT ab tijaarat bangayi hai tijaarat ab Mohabbat ban gayi hai
                          Kabhi thaa naam isskaa bewafaayi mager aaj kal yeh behayaayi

                          Comment


                          • #58
                            Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                            Muhabbat
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #59
                              Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                              Assalaam o alekum,


                              mohabbat tark kii mai.n ne garebaa.N sii liyaa mai.n ne
                              zamaane ab to Khush ho zahar ye bhii pii liyaa mai.n ne
                              :tang: RISK IS MY BUSINESS

                              DANGER IS MY GAME

                              DONT PLAY WITH ME
                              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                              Comment


                              • #60
                                Re: Is Haftey Ka Lafz (6. to 13. may) - *MUHABBAT*

                                mohabbat karanevaale kam na hoNge
                                terii mahafil miN lekin ham na hoNge

                                Comment

                                Working...
                                X