Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

    pehan rakha hai kanton ka lebada
    magar phoolon peh chalna chahta hoon
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

      Mairay daman main shararon ky siwa kuch bhe nahe
      aap phoolon kay khareedar nazar aaty hain

      Comment


      • #18
        Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

        tujhay yaad kar k hum to rotay rahy
        shab bhar khod ko ashkon main bhigotay rahy
        tum Wafaooon k PHOLOON k badlay humain
        be wafai k kantay chobatay rahy
        yeh qamar ki sabar ki intiha thi sanam
        k ankhon main hi anson ko smotay rahy
        Hamisha Dhoka hi khana

        Comment


        • #19
          Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

          PHOOL khushboo sey jo mehroom huwa gulshan mein
          woh teri zulf ki khushboo mein bsaya jaey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

            Yadon ky phool sokh na jaiyay ise liay
            aankho ko ashkbaar kiya ha kabhe kabhe
            hum say junoon - e - ishq ka alam na pochye
            apna he intazaar kiya ha kabhe kabhe

            Comment


            • #21
              Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

              khiyal jin ka humain Roz-0-Shub sunata hai
              Kabhee inhain bhee hamara kiyal aata hai
              tumhara Ishq jisay Khak main milata hai
              isi Khak sy pher PHOOL bhee khilta hai
              Dhalay gi raat to phailay ga noor bhe is ka
              Charagh apna sar-e-Sham Jhilmilata hai
              na tay hui teri Shama jamal se bhee jo rah
              Wahin pay mera janoon rasta dikhata hai
              najanay shoq kw adat hai kyon behkanay ki
              tera hujab to be shaq adab sikhata hai
              kahan bujhay se bujhtay hain ishq k shulay
              charagh uon tw jalta hai bujh bhe jata hai
              yeh baad rah guzar dr khor chaman na sahi
              ghubar ka bhe thikana nikle aata hai
              janoon ki chal pay thitki na woh nazar tanha
              yahan zamana bhe qadmoon main lot jata hai
              hai teray ghum ki ghum roozgar se sazish
              kahan kahan dil dewana kam aata hai
              sarwar jins wafa baichtay nahin phirtay
              jiger k dagh dikhana tw sb ko aata hai
              Hamisha Dhoka hi khana

              Comment


              • #22
                Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                very nice bohat zaberdast:)

                Comment

                Working...
                X