Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

    February 2006 key pehley haftey ka jo lafz ham dey rahey hain woh hai: PHOOL :phool:
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

    phool hi phool khil uThe mere paimaane mein
    aap kyaa aaye bahaar aa gai may-Khaane mein
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

      phuulo.n kii aarazuu me.n ba.De zaKhm khaaye hai.n
      lekin chaman ke Khaar bhii ab tak paraaye hai.n

      us par haraam hai Gam-e-dauraa.N kii talKhiyaa.N
      jisake nasiib me.n terii zulfo.n ke saaye hai.n
      Visit My Early PS Work
      You Are Welcome To Comment

      Comment


      • #4
        Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

        jahan phoolon ko khilna tha waheen khiltay to acha tha
        hum ne tum hi ko chaha tha tum hi milte to acha tha

        Comment


        • #5
          Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

          :rose Phool:rose
          Attached Files
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

            Hasrat hai koe ghuncha humay piaar say dikhay
            armaan ha koe phool humay dil say pukaray

            Comment


            • #7
              Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

              Merey daman mein kanton key siwa kuchh bhi nahin
              aap phoolon key khareedar nazar aatey hain
              Last edited by Masood; 9 February 2006, 00:15.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                kab khilay gay phool khatam hoga intazaar ka mosam
                vo sath lay ker aa'ain gay apny bahar ka mosam

                Comment


                • #9
                  Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                  Wo to khushboo hay hawaoN main bikher jaye ga
                  Masla to Phool ka hay phool kidher jaye ga
                  Allah

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                    aao! phoolon se jholiyan bhar lein!
                    log hanste hain bar bar kahan.......

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                      Kaanton mein ghiray phool ko choom aaey ge lekin
                      titli k paron ko kabhi chhiltay nahin dekha
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                        teri qurbat k lamhe PHOOL jese
                        mager phoolon ki umren mukhtsir hein


                        Never trust blindly!!!!

                        _______________________________



                        _____________________________________________

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                          Phool
                          Attached Files
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                            Aise hawa chali kay sab he phool jal ga'ay
                            jaan say azeez loog bhe kitny badal ga'ay
                            tery baghair jeenay ka kis ko gumaan tha
                            hum khud bhe sochty hain ky kesy sambhal ga'ay

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~*~ Is Haftey Ka Lafz - PHOOL - ~*~

                              khile the jo phool bahaaron me pyaar banke
                              aaj woh har masoom phool daali se toot gaya hai
                              durakhsha* aankhon ne jo khwaab sajaaye the
                              aaj wo har khoobsurat khwaab mera toot gaya hai


                              Comment

                              Working...
                              X