Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    yeh jo sergashta sey phirte hain kitaabon wale
    in sey met mil k inhein rog hain khawabon wale

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      yeh kin nazron sey tu ney aaj dekha
      keh tera dekhna, dekha na jaey
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        yaadon k hashiye buhat eham hain mohsin
        deemak lagi kitaab ko ahista kholiey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yeh behar-e-khoon hai keh aatish magar yeh thani hai
          ham aik baar to us paar utar key dekhein gey
          yey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            ye zindagi guzaar raha hon teray bagair
            jesay koi gunah kiay ja raha hon mein

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Na wo iqraar kerta ha na wo inkaar kerta hai
              humay phir bhe ye guman ha wohi humse piyar kerta hai
              haseen chandne raton ko jab loog methe neend soty hain
              to ek khawab aashna chahra humay baydar kerta hai

              yay

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yaqin huwa hamein soda huwa zulekha ko
                kiya jo kheench key yusuf ka uney damaan chak


                Kaaf
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Masood
                  yaqin huwa hamein soda huwa zulekha ko
                  kiya jo kheench key yusuf ka uney damaan chak


                  Kaaf
                  kiya loog thy k jaan sy badhh kar aziz thy
                  ab dil sy mehaw naam bhi aksar k ho gaye

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    yeh aashqi ki woh manzil hai, raah mein jiski
                    pyada'pai hai behtar sawar key nazdeek
                    aatish


                    Kaaf
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by Masood
                      yeh aashqi ki woh manzil hai, raah mein jiski
                      pyada'pai hai behtar sawar key nazdeek
                      aatish


                      Kaaf
                      kis darja dil shikan thy muhabbat k haad'sy
                      ham zindagii mein phir koii ar'maan na kar saky

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        yeh habs to jalti hui rut sey bhi giraan hai
                        aey thehrey huwey abr-e-karam ab to bars bhi
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          :phool:
                          ye merii kitaab e heyaat hy, issy dil ki aankh sy pardh zaraa
                          main waraq waraq tery saamny, tery roobaroo, tery paas hon

                          noon
                          Last edited by Baad-e-Saba; 29 June 2006, 22:32.

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            na pooch kitney mehaktey huwey andheron ko
                            duaein dey key shab mahtaab laya hoon


                            Noon
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              naa kar aazad aee saiaad, par itnii enyat kar
                              qafas k saamny taweed lat'ka dy gulistaan kii

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yunhi gar rota raha Ghalib to aey ahl-e-jahan
                                dekhna in bastiyon ko tum keh weeran hao gaein

                                Noon
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X