Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    yad kar ke aur bhi taklif hoti hai adam
    bhol janay ke sivah ab koi chara nahi

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Najany kon sa dukh zahar ban ker phaila hai
      jisay dekho vo udaas hai bohat


      Tay

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        to badalta hai to besakhta mere ankhain
        apni hathon ki lakeeron se ulajh jate hain

        noon

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Nahe chaha kise ko tery siwa
          tum nay hum ko bhe parsa rakha

          alif

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            ab akhri satron main kaheen naam hai us ka
            ehbab ki fehrist main pehla tha jo ik shaks

            suad

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Saud ..itnaAaa mushkil hurf ...:ahhh:
              Shuker hai aik shair yaad aa gya.. :eye:


              Safha - e - dil ko koe hamary parh kay dekhay
              Khon - e- jiger say likhy hain sab afsanay
              kaash aise he koe rut koe mosam aay
              khushyo bhary geet hum lagain ganay

              yay

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Yeh bhi mumkin hai kisi roz na pehchanoN use
                wo jo har bar naya bhes badal leta hay
                bar ha mujh se kaha tha mere yaroN ne wasi
                Ishq Darya hay jo bachoN ko nigal leta hay


                Yeh
                Allah

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  yeh dil,yeh aasaib ki nagri,maskan soochoon wehmonn ka
                  sooch raha hoon is nagri main tu kab sey mehman hoya

                  yeh

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    ye sab he veerana us ky juda hony sy thin
                    aankh dhundlae hoe the shahar dhundlaya na tha
                    fasly aise bhe hon gay kabhe socha na tha
                    samny baitha tha mery aur vo mera na thaa

                    alif

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Alif ....


                      Oun se jo kehney gayeh they Faiz jaan sadqa kiyeh
                      Ankahi hi reh gayi woh baat sab bato'n ke baad


                      daal' (khaney wali nahi :khi: )
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        dekhi hai us ki ankh main pehle dafa nami
                        yon lag raha jaise sumander udaas hai

                        yeh

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Ye ajab ha mohabat ky zamana janta hai
                          na mai uski manta hon na vo mera manta hai
                          koi us say pochy usay kiya mila bichar kay
                          mai bhe khak chanta hon vo bhe khak chanta hai

                          yay

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            yeh hi acha hai keh apas ke bharam na tootne pain
                            kabhi bhi doston ko azmaa ker kuch nahi mila

                            alif

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              apney beganey ki tameez kaheen hoti hai
                              phool jis shaakh peh mehkey woh haseen hoti hai

                              Next YEY
                              Last edited by Masood; 9 October 2005, 17:14.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                ye mojza bhe mohabat kabhe dekha'ay mujhy
                                ky sang tujh pay giray aur zakhm aay mujhy


                                yay

                                Comment

                                Working...
                                X