Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by ahsaas View Post
    Wo jab se gaya, shahar mein hai qahat-e-raqIIbaa'n


    Iss shahar kee raunaq thee usee shakhs kai dam sai
    Yun teri rahguzar sey deewanawar guzrey
    kaandhey peh apney rakh keh apna mazaar guzrey
    tu ney bhi hamko dekha hamney bhi tujhko dekha
    tu dil hi haar guzara ham jaan haar guzarey
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Yeh aag saath na hoti to raakh ho jaate.....
      ajeeb rang teray naam se hunar mein raha..

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by ummid View Post
        Yeh aag saath na hoti to raakh ho jaate.....
        ajeeb rang teray naam se hunar mein raha..
        aak keh meri jaan mein qraar nahin hai
        taqat-e-beedaad-e-intizaar nahin hai
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Masood View Post
          aak keh meri jaan mein qraar nahin hai


          taqat-e-beedaad-e-intizaar nahin hai
          Yoon galat tou nahi chehron ka ta-sur bhi magar
          Log weisay bhi nahin jaesay nazar atay hain

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            "yeh kis maqam pe sujhi tumhe bicharne ki..
            keh ab tu jaa ke kahein din sanwarne waale the..":donno:

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by ahsaas View Post
              Yoon galat tou nahi chehron ka ta-sur bhi magar


              Log weisay bhi nahin jaesay nazar atay hain
              Na hui merey marney sey tasalii na sahi
              imtihaan aur bhi baqi ho to yehi bhi sahi
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Masood View Post
                Na hui merey marney sey tasalii na sahi


                imtihaan aur bhi baqi ho to yehi bhi sahi




                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by ahsaas View Post


                  Is rog ki koi dawa nahi phir dawa keray beemaar kia??

                  Yeh dum to usi humdum ka tha phir kerta main inkaar kia??
                  :thmbup::thmbup::thmbup:

                  Aaj ashkon ka taar toot geya
                  rishta-e-intizaar toot geya
                  Saif kya char din ki ranjish se
                  itni muddat ka pyar toot geya
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    :thmbup::thmbup::thmbup:

                    Aaj ashkon ka taar toot geya
                    rishta-e-intizaar toot geya
                    Saif kya char din ki ranjish se

                    itni muddat ka pyar toot geya
                    Alvida keh ker jab koe duor hota hai
                    Nigahai takti hai dil majboor hota hai
                    Alvida aur pyaar ka yahi dastoor hota hai
                    Dil jisey chahta hai woh hamesha door hota hai

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by ahsaas View Post

                      Alvida keh ker jab koe duor hota hai
                      Nigahai takti hai dil majboor hota hai
                      Alvida aur pyaar ka yahi dastoor hota hai

                      Dil jisey chahta hai woh hamesha door hota hai
                      Ye gali dhoop ka sarmaya ganwa bethi hai
                      shaam yak lakht he dehleez pe aa bethi hai
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by WASI ANJUM View Post
                        Ye gali dhoop ka sarmaya ganwa bethi hai


                        shaam yak lakht he dehleez pe aa bethi hai
                        yaadon ki aag the kay khayalon ki chandni
                        shab bhar mery makaan ma ek roshni rahi

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by ahsaas View Post
                          yaadon ki aag the kay khayalon ki chandni


                          shab bhar mery makaan ma ek roshni rahi

                          Ye kis sakoot k sehra mein qaid hain ham log
                          k zindagi ki kahen door tak sada bhi nahi
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by WASI ANJUM View Post
                            Ye kis sakoot k sehra mein qaid hain ham log


                            k zindagi ki kahen door tak sada bhi nahi
                            Nahe hain dour tak aasaar rut badalnay kay
                            Na janay phir bhe tera intizar sa kion hai

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by ahsaas View Post
                              Nahe hain dour tak aasaar rut badalnay kay


                              Na janay phir bhe tera intizar sa kion hai

                              Ye kon sa moti hai mere dil k sadaf mein
                              ye kon meri aankh k pardoon mein chhupa hai
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                yadoon kay iss hujoom say kehh do kay chupp rahay
                                qijdaan kar raha hai haqeeqat par guftugoo

                                Comment

                                Working...
                                X