Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~~Bait Baazi~~
Collapse
This topic is closed.
X
X
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by Rosy View Postibn-e-maryam huwa karay koee
meray dukh ki dawa karay koee
***Yunhi besbab na phira karo, koi shaam ghar bhi raha karo
Woh ghazal sachi kitaab hai, ussey chupkey chupkey parha karotumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ahsaas View PostWoh bhi mere khawab mein ana bhool gia
bahar ny jab se ana choor diya
ab unhein mujh sey muhabbat na rahi
shayid unhein meri zaroorat na rahitumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ahsaas View Postyahi to baat buhat baayas-e-khushi hai mujhe!
woh aankh kitni mohabbat se dekhti hai mujheYun na mil mujh sey khafa ho jaisey
saath chal mauj-e-saba ho jaiseytumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ahsaas View PostYa-RAB mere mohsin kheriyat se hun
us simat se any wali hawaein ajeeb si hein
koi kis terha saath mustaqil rahta
ird-gird logon ki wafaein ajeeb si heinNa socha na samjha na seekha na jana
mujhey aa geya khud'ba'khud dil lagana
zara dekh ker apna jalwa dikhana
simat ker yehi aa na jaey zamanatumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by Masood View PostNa socha na samjha na seekha na jana
mujhey aa geya khud'ba'khud dil lagana
zara dekh ker apna jalwa dikhana
simat ker yehi aa na jaey zamanaUdaas lamhon ka na koi malaal rakhna
Tufaan mein bhi wajood apna sambhal rakhna
kisi k liye shert-e-zindagi ho tum
kisi ki khatir hi apna khyal rakhna
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ahsaas View PostUdaas lamhon ka na koi malaal rakhna
Tufaan mein bhi wajood apna sambhal rakhna
kisi k liye shert-e-zindagi ho tum
kisi ki khatir hi apna khyal rakhna
ab key saal poonam mein ik kaam karein gey
wadi-e-dil ka zara zara terey naam karein gey
ab key saal poonam mein ham aisey jiyein gey
ik jaam wafa ka tum, ik ham piyein geytumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by Masood View Postapni naii nazam sey aik qitaa...
ab key saal poonam mein ik kaam karein gey
wadi-e-dil ka zara zara terey naam karein gey
ab key saal poonam mein ham aisey jiyein gey
ik jaam wafa ka tum, ik ham piyein gey
Yeh Kanaat Hai Ataat Hai Kay Chaahat Hai Faraaz
Hum Tou Raazi Hein Woh Jis Haal Mein Jaisa Rakhe
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by ahsaas View Postbuhat khoob..:rose
Yeh Kanaat Hai Ataat Hai Kay Chaahat Hai Faraaz
Hum Tou Raazi Hein Woh Jis Haal Mein Jaisa Rakhe
Yeh moajzaa bhi muhabbat kabhi dikhaey mujhey
keh sang tujh peh girey aur HANSI aaey mujhey :khi::khi:
nahin yeh to mazzaq tha - yeh lijiye moqa ki nisbat sey:
Yeh moajzaa bhi muhabbat kabhi dikhaey mujhey
keh sang tujh peh girey aur chaot aaey mujheytumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: ~~Bait Baazi~~
Originally posted by Masood View PostAik purana shair...
Yeh moajzaa bhi muhabbat kabhi dikhaey mujhey
keh sang tujh peh girey aur HANSI aaey mujhey :khi::khi:
nahin yeh to mazzaq tha - yeh lijiye moqa ki nisbat sey:
Yeh moajzaa bhi muhabbat kabhi dikhaey mujhey
keh sang tujh peh girey aur chaot aaey mujhey
Ye Naqsh-e-Dard Kaise Utar Jaaye Chehre Se
Maine Abhi Aapka Ghum Dil se Utaara Nahin
Comment
Comment