Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by Masood View Post
    aik pal ko thehar ja gham-e-do jahan
    mashwra chahti hai jawani meri
    sang dil doston key haseen shehar mein
    kaam aai bohat sakht jaani meri
    ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai
    jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa


    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Udher woh shor keh seel-e-fana hai zoron per
      idher yeh haal keh deewar-o-dar mein khaak nahin
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~


        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          merey kafan ki siyahi daleel hai iski
          merey siwa mera pur'sa kisi ney bhi na diya
          shabo ki raakh mein yun gum huwa wajood mera
          mera suragh meri roshni ney bhi na diya
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Abdeeda aankh meri tab sa hay
            Dil mera uss ka sehar main jab sa hay
            Attesh-e-khamosh abb senay main ha
            Dard-e-dil jab sa jura her shub sa hay
            Last edited by ahsaas; 11 October 2007, 16:34.

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Yeh aks-e-daagh shakist-e-paiman woh rang-e-zakhm khaloos-e-yaraan
              main ghamgusaron mein sochta hoon keh baat chherron kahan kahan sey?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yun kab tak daher se chup kar milienge hum andhere mei
                kisi shab wo mere ghar mei ali alaan reh jaye
                chalo mei khud ko aj khanjar k hawale karti hoon
                meri jaan jaye to jaye....tumhara maaan rteh jaYE...

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yeh shairi yeh kitabein yeh aayatein dil ki
                  nishaniyan yeh sabhi tujh peh warna hon gi
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Inhi patharoon pe chal ker ager aa sako tu aao,
                    Maire ghar ke raste mein koi gulistan nahi hai...

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Ashk anmool hain kho na dena kahin,
                      In ki har boond hai motiyoon se haseen..

                      next lafz hai *noon*

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by *khushi* View Post
                        Inhi patharoon pe chal ker ager aa sako tu aao,
                        Maire ghar ke raste mein koi gulistan nahi hai...

                        Is shair mein kuchh problem hai... mera khiyal hai keh sahih shair kuchh yun hai:

                        inhi pathron peh chal key agar aa sako to aao
                        merey ghar key rastey mein koi kehkashan nahin

                        Originally posted by crying eyes View Post
                        Ashk anmool hain kho na dena kahin,
                        In ki har boond hai motiyoon se haseen..

                        next lafz hai *noon*
                        Crying Eyes ham aap ko Pegham Baitbazi mein teh-e-dil sey welcome kartey hain, magar aap ka shair asool key khilaf hai - aap ka shair us harf sey shuru hona chahiyey jis per last wala shair khatam huwa hai :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Yeh misaiil-e-tasawwuf, yeh tera biyaan Ghalib
                          tujhey ham wali samajhtey jo na badah'khawar hota
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Abhi na chair muhabbat ke geet aey mutrib
                            abhi hayat ka mahool khushgawar nahi

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              :)
                              Attached Files
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Ye na poochho ke thi ehsaas ki shiddat kaisi
                                Dhop aisi thi ke saey ko bhi jalte dekha

                                Comment

                                Working...
                                X