Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Wadaa yeh aapka tha k aaien gay khawaab mien
    Maaray khushee k neend nah aay to kya karoon


    Zafar M.

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      نادان تھے کہ آپ سے مِلنے کو آ گئے
      اب جانا چاہتے ہیں نا ٹہر سکتے ہیں یہاں
      ہُما

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Na jane kon sa ab zulm reh gaya hai yehan
        Dua wo maangte hain meree zindagi ke liye


        Zafar M.

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Yeh bhi khadsha hay k bichar kar main bhula he na sakoon
          Yeh bhi mumkin hay k tum yaad na aaoo mujh ko
          Humain maloom hay hum kis say kahan haaray hain
          Aaj tum kissa poorana na sunaoo mujh ko

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by sumera View Post
            Yeh bhi khadsha hay k bichar kar main bhula he na sakoon
            Yeh bhi mumkin hay k tum yaad na aaoo mujh ko
            Humain maloom hay hum kis say kahan haaray hain
            Aaj tum kissa poorana na sunaoo mujh ko
            wo tere naseeb ki barshain kisi aur chat per baras gaien
            Dil e bekhabar meri baat sun usay bhool ja usay bhool ja
            sigpic

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              8 Hrs pahlay main nay yeh sher likha tha aur abhi tak jwab nahien aaya..kidhar gay ho sare
              sigpic

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Leejiye hum hazir hain is sher ke saath:

                Aik raat tu kia wo hashr talak rakhe gi khula darwaze ko
                Kab laut key tum ghar aawo ge,sajnee ko batao insha ji


                Zafar M.

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yaron key dil ka zehar zubanon peh aa geya
                  ik aik teer khich key kamano mein aa geya
                  katein usi shajar ko, palein jiski chhaoun mein
                  ab hosla yeh apney jawano mein aa geya
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    Yaron key dil ka zehar zubanon peh aa geya
                    ik aik teer khich key kamano mein aa geya
                    katein usi shajar ko, palein jiski chhaoun mein
                    ab hosla yeh apney jawano mein aa geya
                    انمول خزانہ ہیں مسکراہٹیں تیری
                    تھوڑا سا اسے مجھ پہ لٹا کیوں نہیں دیتے

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by ahsaas View Post
                      انمول خزانہ ہیں مسکراہٹیں تیری


                      تھوڑا سا اسے مجھ پہ لٹا کیوں نہیں دیتے
                      Yeh khilaf ho geya aasman, yeh hawa jahan ki bikher gaii
                      koi gul khiley to woh bu na dey, kahin husn hai to wafa nahin
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by Masood View Post
                        Yeh khilaf ho geya aasman, yeh hawa jahan ki bikher gaii


                        koi gul khiley to woh bu na dey, kahin husn hai to wafa nahin
                        نہ تجھے چھوڑ سکتے ہیں، تیرے ہو بھی نہیں سکتے
                        یہ کیسی بے بسی ہے آج ہم رو بھی نہیں سکتے

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by ahsaas View Post
                          نہ تجھے چھوڑ سکتے ہیں، تیرے ہو بھی نہیں سکتے


                          یہ کیسی بے بسی ہے آج ہم رو بھی نہیں سکتے
                          yeh ham hain keh ab tak nawazishaat-e-bahar key intizar mein hain
                          yeh tum ho keh phoolon ko rond dala chaman ka seenah tarash laaey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yeh aur baat key na-harf-e-aashnaa hai nazar
                            Wagarna chehra to chehra bhi hai kitaab bhi hai


                            Zafar M.

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              yeh ham hain keh ab tak nawazishaat-e-bahar key intizar mein hain


                              yeh tum ho keh phoolon ko rond dala chaman ka seenah tarash laaey
                              یہ کیسا نشہ ہے جو بہکا رہا ہے
                              تمہاری ہوں مَیں تو سمبھالو مجھے

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yeh raahzanoN key guzarney ka waqt hai thehro
                                Ghadi yeh sakht hai is se nibat chukein to chaleiN


                                Zafar M.

                                Comment

                                Working...
                                X