Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    intezaar-e-saba rahaa barsoo.n
    ek dareeChaa khulaa rahaa barsoo.n

    aik din unkaa piyaar barsaa thaa
    or mai.n bheegtaa rahaa barsoo.n

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Nishan yeh hi hai zamaney main zinda qoomoo ka
      K subha -o-sham badalti hai in ki taqdeerain

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Nahin tera nasheman qasr-e-sultani key gumbad per
        tu shaheen hai to baseera kar paharron ki chitano mein


        noon
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Na pocho ahd e ulfat ki, bas ik khvab e parishan tha
          na dill ko raah parr laye, na dill ka mad-da samjhay!

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yaad-e-maazi azab hai yarab
            cheen lai mujh sai hafza mera

            Ray_0f_Hope

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              apane apane hausale apanii talab kii baat hai
              chun liyaa hamne unhe.n saaraa jahaa.N rahane diyaa

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                aur to koi bas na chaley ga hijr key dard key maroon ka
                subah ka hona doobhar kar dein rasta rok sitaron ka
                dard ka kehna cheekh hi utho dil ka kehna wazaa nibhao
                sab kuchh sehna chup chup rehna kaam hai izzatdaron ka


                Alif
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Inhi raston pay jin per kabhi gamzan thay dono
                  mujhay rok rok poochain tera hamsafar kahan hay

                  next "yeh"
                  "We can't solve problems by using the same kind of thinking we used when we created them." - Albert Einstein (1879-1955) German-born American Physicist

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Yeh zindagi buhat mukhtasir hai khayal kar le
                    taa'luq jo tu ney torraa haii bahaal karr leyy
                    numm aankh liay gharr sey naa niklaa karr..
                    kahin aisaa naa ho tujh se koi sawaal kar ley

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~


                      yeh haqeeqat hai keh hota hai asar baton mein
                      tum bhi khul jao gey do-char mulaqton mein


                      Noon
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        nazar andaz karney ki saza daini hi thi tujh ko
                        teray dil main utar jana zaroori ho gia tha

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          aaj to besbab udaas hai ji
                          ishq hota to koi baat bhi thi
                          tu jo itna udaas hai Nasir
                          tujhey kya ho geya? btaa to sahi


                          Yey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            ye aarazuu hai ki jab bhii gale lagaa_uu.N use
                            hisaar-e-zaat se baahar nikaal laa_uu.N use

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yaad aata hai mujhe bachpan mera
                              ek parinda dost tha bas jab mera
                              sang usake udna chaha seekhna
                              par parinda hans diya aur ud gaya

                              alif
                              sigpic


                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                wafa ji badi tez ho :p

                                Utho! meri duniya keh ghareebon ko jagaa do
                                kaakh-e-umraa key dar-e-deewar hila do

                                Wao
                                Last edited by Masood; 17 October 2006, 17:15.
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X