Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

Collapse
This is a sticky topic.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

    zamaney peh unkey karam dekhtey hain
    magar apni qismat ko ham dekhtey hain
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

      Kehtey hain ishq jisko

      khalal hai damagh ka

      Comment


      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

        muhabbat key dam sey yeh duniya haseen hai
        muhabbat nahin hai to kuchh bhi nahin hai
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

          نئی رُتوں میں دکھوں کے بھی سلسلے ہیں نئے
          وہ زخم تازہ ہوئے ہیں جو بھرنے والے تھے

          Comment


          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

            Usay kehna...!
            "Khawaab Aankhön Se Gaye, Neend Raaton Sy Gai....'

            "Tum Gaye To Laga, Zindagi Haathon Sy Gai....!!

            Comment


            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

              جام میں گھول کر حسن کی مستیاں چاندنی مسکرائی مزا آ گیا
              چاند کے سائے میں اے میرے ساقیا تو نے ایسی پلائی مزا آ گیا

              Last edited by Masood; 9 April 2013, 15:06.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                :- Waqt hi na raha Humary lye unky pas...!!

                ......

                Kabhi Waqt hi Waqt tha Waqt Waqt ki bat hai....!!!
                sigpic

                Comment


                • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                  Beet gaye ungint zamany.....
                  Ik bas teri yaad na beeti......

                  Comment


                  • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                    انا کے موڑ پر بچھڑے تو ہم سفر نہ ملے
                    ہم ایک شہر میں رہ کر بھی عمر بھر نہ ملے
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                      Kitna pheley ga ye ek wasal ka lamha akhir?

                      Kitna sameto gey ek umar ki tanhai hai....

                      Comment


                      • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                        Ye Muhabbat Ki Kahani Nhi Marti Lakin
                        Log Kirdar Nibhatey Huye Mar Jaate Hain

                        Hum Han Wo Tooti Hui Kashtio Walae Tabish
                        Jo Kinaron Ko Milaate Huye Mar Jaate Hain!

                        Comment


                        • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                          نہ کوئی مونسِ دلِ تھا نہ کوئی دشمنِ جاں
                          پہلے پہلے تو طبیعت مری گھبرائی بہت
                          نشہ اترا تو بدن یوں تھا شکستہ جیسے
                          بادہ پیمائی تھی کم بادیہ پیمائی بہت
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                            ہم وفاؤں کے جزیروں کے ہیں رہنے والے
                            ہم تو پیغام وفا دے کر گزر جائیں گے

                            Comment


                            • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                              تم میرے پاس ہوتا ہو گویا
                              جب کوئی دوسرا نہیں ہوتا





                              Comment


                              • Re: Aik Ehsaas - Aik Biyaan - Aik Shi'r

                                sabab woh rone ka poochain to itna kehna Qasid...
                                mujhe hansna nahi aata jahan par tum nahi hotey..

                                Comment

                                Working...
                                X