Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aaghaz-e-Muhabbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aaghaz-e-Muhabbat

    Assalaam Alaikum :salam:

    :rose :rose :rose

    Chalo mout se karte hen aaghaz-e-muhabbat,
    Zinda rahe to bicharne ka darr rahe ga :)

    :rose :rose :rose

  • #2
    Re: Aaghaz-e-Muhabbat

    buhat acha shair hai

    Comment

    • #3
      Re: Aaghaz-e-Muhabbat

      Wah ,bohat khoob

      Comment

      • #4
        Re: Aaghaz-e-Muhabbat

        Originally posted by HumSafar View Post
        buhat acha shair hai
        Originally posted by Sehar View Post
        Wah ,bohat khoob
        Buhat shukriya aap dono ka :)

        Comment

        • #5
          Re: Aaghaz-e-Muhabbat

          Kuch khaas nahin tha, bas shaaer ka aik tasawurr hay jo haqeeqat say bohat dour hay, bas dili taskeen kay liye likha gaya yeh shair bas paRh kar dimagh main basanay kay qabil nahin... khush rahyeh :)
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Aaghaz-e-Muhabbat

            Originally posted by thefire1 View Post
            Kuch khaas nahin tha, bas shaaer ka aik tasawurr hay jo haqeeqat say bohat dour hay, bas dili taskeen kay liye likha gaya yeh shair bas paRh kar dimagh main basanay kay qabil nahin... khush rahyeh :)
            Acha 372-scare

            Comment

            • #7
              Re: Aaghaz-e-Muhabbat

              Itna darnay ki kia baat hay bhai, main nay jo socha woh keh diya, sahi baat kehna chayhe kay nahin, bolo bolo tell tell :)
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Aaghaz-e-Muhabbat

                Originally posted by thefire1 View Post
                Itna darnay ki kia baat hay bhai, main nay jo socha woh keh diya, sahi baat kehna chayhe kay nahin, bolo bolo tell tell :)
                Dar kub raha hon , mai to koi wazan daar shair soch raha hon :lol

                Comment

                • #9
                  Re: Aaghaz-e-Muhabbat

                  372-haha acha yeh baat hay main samjha awayain darr rahay hoo

                  chalain aap hi kay issi shaair main daal daitay hain wazan jab baat aaghaz-e-muhabbat ki hoyee hay tou khatam itni asaani say tou nahin hogi na :)

                  Chalo mil kar hum karte hen aaghaz-e-muhabbat,
                  Aisa mazboot muhabbat ka yeh bandhan rahe ga
                  Na hon gain ek dosray say judai ka tazkaray
                  Aur naa hi bichaRnay ka koi tension rahe ga!

                  Mohabbat ka aghaaz aur anjaam dono hi bohat khoobsurat hotay hain kiyonki woh khushnaseeb log hi hotay hain jo mohabbat ki saadat hasil kar paatay hain :) Mout jaisay lafz say mohabbat aari hoti hay!!!!
                  sigpic

                  Comment

                  • #10

                    buhat umda janab :)

                    Comment

                    Working...
                    X