Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Wafa Ki Haqeeqat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Wafa Ki Haqeeqat

    Kiyon taakay main iss kaar-e-khaair main bhi hissa na lay sakoo, socha tha kay aap section banayain gain tou lagain haathoon hum bhi iss sharf ko zakaat ki soorat main maang lain gain, kiyon na shurowaat srif 2.5% say hi kiyon na ho, ahishta ahista apni mohabbat kay jal iss mohabbat kay shajar ko 100% grow kar lain gain.... aur aap hain kay MOD bananay ka plan bana rahay hain taakay hum iss 2.5% say bhi jayain...

    Dost dost na raha, pyar pyar na raha..... zindagi mujhay..... :(
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: Wafa Ki Haqeeqat

      Originally posted by thefire1 View Post

      aap to zaka'at me b corruption mila rahe hen, ye 2.5% se 100% wali kiya kahani hia:mm:
      ye zaka'at nahi mujhy to koi successful business lag raha hai:lol

      Comment

      • #18
        Re: Wafa Ki Haqeeqat

        Aray bhai jab zakaat main mohabbat maang rahain hain tou 2.5% hi maangain gain na.... baaqi 97.5% contribution humara khudh hoga lolzzz Samajh jayain ab mazeed tafseel poochi na tou problem hosakta hay, kuch baatain tou seegha-e-raaz rehnay dain, sab poul khool dain gain kia lolzzz :)

        Business tou har cheese main aaj kal tou yahan kiyon nahin.. haan iss business main srif aur srif faida ka socha jaata hay haan aksar nuqsaan hi hota hay woh alag baat hay :)
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Wafa Ki Haqeeqat

          .Nice 1

          Comment

          • #20
            Re: Wafa Ki Haqeeqat

            buht khooob...
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #21
              Re: Wafa Ki Haqeeqat

              Originally posted by thefire1 View Post
              Aray bhai jab zakaat main mohabbat maang rahain hain tou 2.5% hi maangain gain na.... baaqi 97.5% contribution humara khudh hoga lolzzz Samajh jayain ab mazeed tafseel poochi na tou problem hosakta hay, kuch baatain tou seegha-e-raaz rehnay dain, sab poul khool dain gain kia lolzzz :)

              Business tou har cheese main aaj kal tou yahan kiyon nahin.. haan iss business main srif aur srif faida ka socha jaata hay haan aksar nuqsaan hi hota hay woh alag baat hay :)
              Nahi nahi ab to aap apne business ko khoool kar batayen :lol

              Comment

              • #22
                Re: Wafa Ki Haqeeqat

                Originally posted by *Rida* View Post
                buht khooob...
                Buhat shukriya :rose

                Comment

                • #23
                  Re: Wafa Ki Haqeeqat

                  Originally posted by Mr.Khan View Post
                  Nahi nahi ab to aap apne business ko khoool kar batayen :lol
                  Thik hay bhai, ab tou ForumAdmin ki bhi green light mil gayi hay.... yeh karobaar shuro karna hoga.... laikin waapsi kay baab, aap bhi AITIKAAF say farigh hojayain aur main bhi safar say lout aata hoon, phir mil kar iss business ko khoolain gain :lol
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Wafa Ki Haqeeqat

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Thank You :)

                    Daikh lya is liye mai ghareeb hon , ba-wafa jo hon
                    ohhhhhhhhh acha acha ab pata chala

                    Originally posted by Ms.Khan View Post
                    kahan se ghareeb hain 372-shock
                    sar k balooo sey372-haha
                    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                    Comment

                    • #25
                      Re: Wafa Ki Haqeeqat

                      Originally posted by Tanha Hassan View Post
                      ohhhhhhhhh acha acha ab pata chala
                      Shukar pata to chala aap ko :lol

                      Originally posted by Tanha Hassan View Post
                      sar k balooo sey372-haha
                      U ne kahin me ko Nawaz shareef to nahi samjha hua hai :mm:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Wafa Ki Haqeeqat

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Shukar pata to chala aap ko :lol

                        U ne kahin me ko Nawaz shareef to nahi samjha hua hai :mm:
                        Han pata to chal he jata hai

                        nahi altaf bahi372-haha
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment

                        • #27
                          Re: Wafa Ki Haqeeqat

                          Originally posted by Tanha Hassan View Post
                          Han pata to chal he jata hai

                          nahi altaf bahi372-haha
                          Koun sa London wala :mm:

                          Comment

                          Working...
                          X