Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

    Sahil

    khawab sahil key kyun dekhey jab bhanwar samney tha
    main pyasa kyun kharra raha jab keh samunder samey tha

    masood
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

      ~na jane kaun duaon mein yaad karta hai,
      mein dobta hon tu darya ucchal deta hai!~

      Comment


      • #18
        Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

        hum qatra tou kiya SAMANDER uss k naam kertey
        woh kehta tou sahi ik baar piyasey lehjay main....


        Never trust blindly!!!!

        _______________________________



        _____________________________________________

        Comment


        • #19
          Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

          Samandar

          Ameer-e-shehar ney kaghiz ki kashtiyaan dey ker
          samandron key safar per kiya rawana hamein
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

            Derya

            Vo khawab main milnay ka tamanae ha jab say
            mai neeend ky derya ky kinaray pey khare hon

            Comment


            • #21
              Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

              Sahil

              Mujh ko milta woh sahilo'n pay kaha'n
              Jo hawao'n kay saath chalta tha
              :roseENIGMA:rose

              Comment


              • #22
                Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

                Samandar / Sahil

                Har Samandar ka aik Sahil hay
                Hijr ki Raat ka kinara nahi :rose
                Woh nahi milta aik baar hamain
                Aur yeh Zindagi dobara Nahi :rose

                Comment


                • #23
                  Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

                  Samader
                  main samader se piyase hont le ker laut aya hun
                  koi rakhe tou waqar-e-tishnagi meri tarah!!!!!


                  Never trust blindly!!!!

                  _______________________________



                  _____________________________________________

                  Comment


                  • #24
                    Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

                    derya

                    lehron main dobty rahy derya nahe mila
                    us sy bichar kay phir koe wesa nahe mila
                    kuch loog thore dair to achy lagay mager
                    hum jis ky ho sakay koe wesa nahe mila

                    Comment


                    • #25
                      Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

                      Sahil

                      Sahil par baith kar mojo'n ka tamaasha naa dekh
                      kabhi kabhi yeh kinarey bhi doob jatey hain


                      :rose

                      Comment


                      • #26
                        Re: Is Haftey Ka Lafz ~*~ Sahil, Samunder.. ~*~ (01/06)

                        Asaan to nahi apni hasti se guzer jana
                        Utra jo SAMUNDER mein durya to bohut roya
                        Jo shakus na roya tha tapti rahon mein
                        Dewar ke saaey mein baitha to bohut roya
                        Last edited by Daood; 7 October 2007, 18:00.
                        Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                        Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                        Comment

                        Working...
                        X