Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Mah Oct ka lafz "Chand"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

    Kal chodhween ki raat the shab bhar raha charcha tera
    kuch ny kaha ye chand hai kuch ny kaha chahra teraa
    hum bhe wahi mojood the hum se bhe sab pocha kiay
    hum hans diay hum chup rahy manzoor tha perda tera

    Comment


    • #47
      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

      tanha udas chand ko samjho na be-khabr
      har baat sun raha hai magar bolta nahi
      __________________

      Comment


      • #48
        Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

        :)
        Attached Files

        Comment


        • #49
          Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

          nice
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • #50
            Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

            Chaand
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #51
              Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

              Kiya zaamana tha ky hum rooz mila kerty thay
              raat bhar chand ky hum raah phira kerty thay
              dekh ker jo humain chup chaap guzar jata hai
              kabhe is shakhs ko hum pyar kiya kerty thay

              Comment


              • #52
                Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                chaand shajar ki baanhon say lipta rota tha
                jheel kinaray ham nay aisa manzar dekha
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment


                • #53
                  Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                  sab muhabbat k isteyaaray hain
                  chaand, badal . dhanak hawa barish
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment


                  • #54
                    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                    aik pyara shair...
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #55
                      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                      Chand Lipta Tha Kab Udaasi Main
                      Ithni Tareekh Chandni KAb The
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment

                      Working...
                      X