Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Mah Oct ka lafz "Chand"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

    Mere bas main agar hota hata kar chand taroon ko
    main neele aasman pe bas teri aankhain bana deta

    Comment


    • #32
      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

      CHAND KE DAGH KO DEKHA TO YUN MAHSOOS HUA
      ASHK SEy PHAIL GAYA GAAL PE KAJAL JAISE

      Comment


      • #33
        Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

        itni palkoN se fazaaoN meiN sitaaray TooTay
        kitnay afsaanoN ka unwaan bana Eid ka chaaNd

        Comment


        • #34
          Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

          CHAAND

          Tanha udas chaand ko sumjho na bekhaber

          Sub kuch sun raha hai mager bolta nahin!!!!!

          Comment


          • #35
            Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

            Originally posted by crying eyes View Post
            CHAAND

            Tanha udas chaand ko sumjho na bekhaber

            Sub kuch sun raha hai mager bolta nahin!!!!!
            Very nice I like it.

            Comment


            • #36
              Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

              ik chaand ki khatir ghoomey nagar nagar
              lautey to aasman ney sitarey bujha diyey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                Utry chand humare aangan main
                sitaron ko gawara na tha
                hum to sitaron se bhi baghawat kar lety
                par kya karty chand hi humara na tha

                Comment


                • #38
                  Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                  Chand
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #39
                    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                    koi tara toot kar girgya koi chand chatt say utar gyaa
                    kisi asmaa'n ki chaal say jo bikhar gya wohi haar hoo'n

                    Comment


                    • #40
                      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                      mujhay kyu bulatay hain pyar say ye chehktay panchi mudhair say
                      mai khamoshi ka dard ho mai udaas chand ka pyar hoo'n

                      Comment


                      • #41
                        Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                        shaam sey soch raha hoon Nasir
                        Chand ki shehar mein utra ho ga

                        Comment


                        • #42
                          Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                          Originally posted by aquari View Post
                          shaam sey soch raha hoon Nasir
                          Chand ki shehar mein utra ho ga
                          Nice.

                          Comment


                          • #43
                            Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                            Chand ky saaath kae dard puraany niklay
                            Kitny ghum thay jo tery ghum ky bahany nikly

                            Comment


                            • #44
                              Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                              kabhi na utra shiksta gharon k aangan main
                              hamesha chaand bhi oonchi hawqeliyon main raha
                              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                              Comment


                              • #45
                                Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                                Yaad hay mujh ko december main judai ki wo rat
                                chaand ki kirnen lahu main ban gain chingariyan
                                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                                Comment

                                Working...
                                X