Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Mah Oct ka lafz "Chand"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

    Ibn-e-Inshaa ka aik shair jo mujhey bohat pasand hai - masood
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

      Sub Kuch Badaltay Dekha Hai
      Aasmaan Dhaltay Dekha Hai
      Tum Soraj Ki Baat Kartay Ho
      Hum Ne Chaand Jaltay Dekha Hai

      Comment


      • #18
        Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

        Chaand sey aik aur shair
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

          aseer ho ke nazaare talaash kerti hoon
          main doob ker bhee kinaare talaash kerti hoon

          meraa junoon meri wahshat urooj per hee sahee
          zameen pe chand sitaare talaash kerti hoon

          Comment


          • #20
            Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

            Bhool jana bhi isay, yaad bhi karte rehna
            Acha lagta hai isi dhun me bikhartay rehna
            Kyun kahon ke meri neendon me khalal daalta hai
            Chand ke aks ka paani me utarte rehna

            Comment


            • #21
              Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

              Inshaa ji shairi mein chaand aik aham juz hai, is ghazal mein bhi jiska shair hai:
              Attached Files
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"


                ایک موہوم تمنا کے سہارے نکلے
                چاند کے ساتھ تیرے ہجر کے مارے نکلے
                وہ تو جاں لے کہ بھی ویسا ہی سبک نام رہا
                عشق کے باب میں سب جرم ہمارے نکلے

                Comment


                • #23
                  Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                  :salam:
                  Attached Files

                  Comment


                  • #24
                    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                    Is Raat Ki Tanhayeeon Ke
                    Sab Rang Badal Gaye Hain
                    Chand Nikla Hai Waisey Hi
                    Andherey Badal Gaye Hain

                    Jin Ke Bharose Thi Khushiyan
                    Woh Baadal Thaher Gaye Hain
                    Manzilain To Ab Bhi Woh Hi Hain
                    Kuch Rastey Badal Gaye Hain

                    Jin Pe Kiya Tha Bharosa Hum Ney
                    Woh Dost Bicher Gaye Hain
                    Dekhey They Jo MeMoN Ney
                    Woh Khuwaab Badal gaye Hain

                    Jo Baney The Kabhi Humsafer
                    Aaj Woh Hi Mukar Gaye Hain
                    Iss Tutey Huey Dil K Sarey
                    Jazbaat Badal Gaye Hain

                    Na Badley Kabhi Hum
                    Na Badley Humarey Khayalat
                    Bas Rona Hai Yehi AnMoL
                    Kuch Log Badal Gaye Hain

                    Comment


                    • #25
                      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                      Anjani rah, tanha dagar day gaya mujhy
                      pathar ka shehar, sheshai ka ghar degaya mujhy.
                      Vo bhi mujhi ko sochta rahta hai rat bhar,
                      Os kay nagar ka chand khabar degaya mujhe

                      Comment


                      • #26
                        Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                        شام سے اک اونچی سیڑھیوں والے گھر کے ٓنگن میں
                        چاند کو اترے دیکھا ہم نے ،چاند بھی کیسا ؟ پوراچاند

                        انشائ جی ان چاہنے والی ، دیکھنے والی ٓنکھوں نے
                        ملکوں ملکوں ، شہروں شہروں، کیسا کیسا دیکھا چاند

                        ہر اک چاند کی اپنی دھن تھی ہر اک چاند کا اپنا روپ
                        لیکن ایسا روشن روشن ،ہنستا باتیں کرتا چاند

                        درد کی ٹیس تو اٹتھی ہے لیکن اتنی بھی،بھر پور کبھی
                        ٓج سے پہلے کب اترا تھا دل میں اتنا گہرا چاند

                        ہم نے تو قسمت کے در سے جب پائے اندھیارے ہی پائے
                        یہ بھی چاند کا سپنا ہو گا چاند ، کہاں کا چاند؟

                        جھکی جھکی پلکوں کے نیچے نمناکی کا نام نہ تھا
                        کانٹا جو ہمیں چبھا ہے کاش تمہیں بھی چبھتا چاند

                        روشنیوں کی پیلی کرچیں ، پورب پچھم پھیل گئیں
                        تو نے کس کے دھوکے میں پتھر کو دے ٹپکا چاند

                        چاند کسی کا ہو نہں سکتا ،چاند کسی کا ہوتا ہے ؟
                        چاند کی خاطر ضد نہیں کرتے اے میرے اچھے انشائ چاند

                        Comment


                        • #27
                          Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                          Chand ho ya na ho chandani raat ha
                          kbosorat bari yeh mulaqat ha.

                          Comment


                          • #28
                            Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                            چاند کی ہستی ہے کیا سامنے جب سورج ہو
                            ٓپکے قدموں میں مر جانے کو جی چاہتا ہے
                            تم سےرشتہ ہے کیا ، کب سے ہےمعلوم نہیں
                            لیکن اس حسن پہ مر جانے کو جی چاہتا ہے

                            Comment


                            • #29
                              Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                              phaer Letey Hain Rooh Baned Ke Letey Hain Ankhain
                              Eh Chaand Hum Tera Didaar Nahin Kertey

                              Comment


                              • #30
                                Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                                Darta hoon pagal hii nah mujh ko kar dalain
                                Raat,Samandar,Chaand,Safar aur yah khamooshi

                                Comment

                                Working...
                                X