Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Mah Oct ka lafz "Chand"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Mah Oct ka lafz "Chand"

    Aslamalaikum:salam:

    Is thread main woh ashaar share kejyeaa jis main lafz

    "CHAND " ata hooo

    App sub ki sharings ka intezar rahey gaa

  • #2
    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

    waalaikumasalam...

    hum yahan kabhi part tu nahi lete... but waise hi.. chaand lafaz perh ker hume aik hi shair foran dhyaan aata hai... jo yahan shair kar dete hain...:khi:

    "kul chudhwein ki raat thi... shab bhar raha charcha tera...
    kuch ne kaha yeh chaand hau... kuch ne kaha chahra tera..."

    Comment


    • #3
      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

      Originally posted by ummid View Post
      waalaikumasalam...

      hum yahan kabhi part tu nahi lete... but waise hi.. chaand lafaz perh ker hume aik hi shair foran dhyaan aata hai... jo yahan shair kar dete hain...:khi:

      "kul chudhwein ki raat thi... shab bhar raha charcha tera...
      kuch ne kaha yeh chaand hau... kuch ne kaha chahra tera..."

      NIce to see u in this section
      yes app participate yahan nahi krti jis ka humain bauht gilaa hai app sey
      itni achi choice hoti hai ap pki designing mainn..:blush:

      i hope k app apna yeh visit jari rakhain gii

      Comment


      • #4
        Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

        itni palkoN se fazaaoN meiN sitaaray TooTay
        kitnay afsaanoN ka unwaan bana Eid ka chaaNd

        Comment


        • #5
          Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

          :phool:
          Attached Files

          Comment


          • #6
            Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

            Chand key mozuu per Inshaa ji ka yeh shair...
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

              Tanha udaas chand ko samjho na baykhabar
              her baat dekhta hia mager kuch boolta nahe

              Comment


              • #8
                Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                Originally posted by aquari View Post
                NIce to see u in this section
                yes app participate yahan nahi krti jis ka humain bauht gilaa hai app sey
                itni achi choice hoti hai ap pki designing mainn..:blush:

                i hope k app apna yeh visit jari rakhain gii
                LOlz...i'll try..:blush:...Okz..ab no more shikwah... :D..
                yeh lijye...:rose
                Attached Files

                Comment


                • #9
                  Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                  mehfil say nikaala humain begana samajh ker
                  kiya chaand ky sath sitaaray nahe hotay

                  Comment


                  • #10
                    Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                    Originally posted by ummid View Post
                    LOlz...i'll try..:blush:...Okz..ab no more shikwah... :D..
                    yeh lijye...:rose
                    ohh thankyou soo much dear :hug:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                      Chaand kay saath meri baat na thi pehli si
                      Raat aati thi magar raat na thi pehli si

                      Comment


                      • #12
                        Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                        :blush:
                        Attached Files

                        Comment


                        • #13
                          Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                          Attached Files

                          Comment


                          • #14
                            Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                            Attached Files

                            Comment


                            • #15
                              Re: Is Mah Oct ka lafz "Chand"

                              usay ganwa k main zinda hon istarha MOHSIN
                              k jasay tez hawa main charagh jalta hai
                              bichar k mujh se kabhi tu na ya bhi soch hai
                              adhora chand bhi kitna ajeeb lagta hai

                              Comment

                              Working...
                              X