Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

    Assalam O aliukum,

    Jaisa k ap sab is silsiley se waqif hain ..
    ke title word jo diya hai hai .. us ko jin ashaar mein use kia gia hai
    wo yehan per post keejye ..so is maah(Aug) ka lafz hai
    "''Zameen/Watan''
    App sub ki sharings ka intezar rahey gaa :salam:


  • #2
    Re: Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

    Barh kr khaibar sey hai yeh mark-e-din o watan
    Is zamaney main koi haidar karar bhi haii

    Comment


    • #3
      Re: Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

      Jinhain main dhoondta tha asamanoo main zameeno main
      Who nikley merey zulmat khaney ,dil k makeenoo main

      Comment


      • #4
        Re: Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

        Jo main sir ba sajida howa ,tu zameen sey aney lagii sada
        Tera dil tu hai sanam ashnaa,tujhey kya miley ga namaz main

        Comment


        • #5
          Re: Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

          Main kachi zameen ka
          nazuk sa pooda hoo
          Tu asmaan ka chamkta sitara
          humara milaap na mumkin hia likin
          mo'ajzey bhi tu isi duniya main hotey hian

          Comment


          • #6
            Re: Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

            Jang Hi Sahi
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Is Mah (Aug)ka lafz "Zameen/Watan"

              :salam:
              Attached Files

              Comment

              Working...
              X